Befikriyan Lyrics by Palak Muchhal, Wannan na baya-bayan nan Wakar Hindi ake rera a cikin muryar Palak Muchhal. Kidan da ya yi Sandeep Batara. Sabuwar wakar Befikriyan Azeem Shirazi ce ta rubuta. Voilā ne ya saki bidiyon kiɗan sa! Digi
artist: Palak Muchhal
lyrics: Azeem Shirazi
Kunna: Sandeep Batara
Fim/Album:-
Length: 3: 23
An sake shi: 2023
Lakabin: Wallahi! Digi
Befikriyan Lyrics – Palak Muchhal
Mat socho kal ki
Hai sham dhalti
Muthi mein bhar le
Khushiyan woh jo kal thi
Ho befikriyan manmaaniyan
Karta hai dil to karne de
Kuchh mastiyan manmarziyan
Hoti hain to ho jaane de
Haan bas yahi hai zindagi
Haan bas yahi hai zindagi
Pal saare chal jee lein khul ke
Khushiyon se milke zara
Gham jitne bhi ayay
Hawa mein uda dena saara
Har lamha khush hoke ghuzre
Jo chahein woh hum karein
Har manzil hai apni
Safar ka maza lena yara
Haan jeena hai bas aaj hi
Kyun kal ki karein baat bhi
Bas khwaabon ki ungli
Pakad ke tu udd jaa zara
Kuchh galtiyan atrangiyan
Karta hai dil to karne de
Kuchh mastiyan manmarziyan
Hoti hain to ho jaane de
Haan bas yahi hai zindagi
Haan bas yahi hai zindagi
Haan bas yahi hai zindagi