Gabatarwa'Beimani Se lyrics daga Bollywood movie 'Gone Kesh' a cikin vocals na Shahid Mallya. Wannan Bollywood song Bishakh Jyoti ne ya shirya kida, da wakokin da Majaal suka rubuta, Starring Shweta Tripathi da Jitendra Kumar, wanda Kamfanin Kiɗa na Zee ya fitar a cikin shekara ta 2019. Ji daɗin duk sabbin wakokin Romantic na Hindi na zamani kawai akan LyricsLobby.
Mawaki: Shahid Mallya
lyrics: Devendra Kafir
An haɗa: Kanish Sharma
Fim/Album: Gaba Kesh
Length: 3:20
Saki: 2019
Label: Zee Music Company
Beimani Se Lyrics - Gone Kesh
Beimani se, manmaani se
Hasil kiya dil aasani se
Begaani si kahani mein
Daakhil hua dil aasani se
Girti mehar thehar ke pesani se
Mushka rahi nazar ye naadani se
Koi puch le agar ye deewani se
Deewangi hai kya? Kuch toh bata
Beimani se, manmaani se
Agni hokar mangni ho gayi paani se
Begaani si kahani mein
Lo chali, ho chali sapno ki surili sada
Beimani se, manmaani se
Hasil kiya dil aasani se
Beimani se tune sahil pe roka
Bana lahro ka jhonka choo gaya
Beimani se tune sahil pe roka
Bana lahro ka jhonka choo gaya
Meri rooh jahan tak gayi, tu gaya
Meri rooh jahan tak gayi, tu gaya
In rooho ki rumaani se
Agni hokar mangni ho gayi paani se
Begaani si kahani mein
Lo chali, ho chali sapno ki surili sada
Beimani se, manmaani se
Hasil kiya dil aasani se
Beimani se koi wada na karna
Thoda ruk ke gujarna, saathiyan
Beimani se koi wada na karna
Thoda ruk ke gujarna, saathiyan
Teri har khamoshi pe maine haan kiya
Teri har khamoshi pe maine haan kiya
Khud se miloon hairaani se
Agni hokar mangni ho gayi paani se
Begaani si kahani mein
Lo chali, ho chali sapno ki surili sada
Beimani se, manmaani se
Hasil kiya dil aasani se
Begaani si kahani mein
Daakhil hua dil aasani se
song Bibi Lyrics