Bhuj Title Song Lyrics – Bhuj | Shika Joshi

By Sinforoso Escobar

Bhuj Title Song lyrics daga Bhuj: The Pride of India tare da Ajay Devgan, Sonakshi Sinha, Pranitha Shubash, da Sanjay Dutt. Wannan Bollywood song ake rerawa Shika Joshi kuma Anil Verma ne ya rubuta wakokin yayin da Amar Mohile ya tsara kida. Yayin da Label ɗin Kiɗa shine T-Jerin.

Mawaki: Shika Joshi

lyrics: Anil Verma

An haɗa: Amar Mohile

Fim/Album: Bhuj - The Pride Of India

Length: 3:57

Saki: 2021

Lakabin: T-Series

Hoton Wakokin Wakar Bhuj

Bhuj Title Song Lyrics - Bhuj

Humne Chune Kuch
Alla Hi Raste
Jaan Bhi Gayi Toh Gayi
Hanste Hanste

Sanse Watan Ki Hai Udhari
Jaan Se Karz Chukayenge
Insan Ban Kar Aaye
Shahid Ban Kar Jaayenge

Goliyon Ki Lori Sun Ke
Lambi Neend So Jayenge
Ek Maa Ke Ban Kar Aaye
Har Maa Ke Ho Jaayenge

Ghum Na Karna Desh Mere
Hum Jab Bhi Yaad Aayenege
Lambi Neend Se Jaag Ke Hum
Aagle Jaanam Phir Aayenge

Maa Ki Gud Mein Sone Ko Hum
Rehte Hai Taiyar
Mitti Hai Yeh Maa Humari
Mitne Ko Taiyar

Bond Bond Aur Katara Katara
Khun Ka Mera Tera Hai
Mati Ka Bistar Tera Yeh
Aakhir Mera Basera Hai

Hath Laga ke Koi Toh Dekhe
Ladne Ko Taiyar
Mitti Hai Yeh Maa Humari
Mitne Ko Taiyar

Teri Mitti Par Maa Humne
Bachhpan Ko Doraya Tha
Teri Mitti Ko Maa Humne
Panv Tale Rachaya Tha

Khel Kud Ke Uss Jameen Ka
Karz Hum Chukayenge
Saans Watan Ki Hai Udhari
Jaan Se Karz Chukayenge

Maa Ki Gud Mein Sone Ko Hum
Rehte Hai Taiyar
Mitti Hai Yeh Maa Humari
Mitne Ko Taiyar

Maa Ki Gud Mein Sone Ko Shi
Rehte Hai Taiyar
Mitti Hai Yeh Maa Humari
Mitne Ko Taiyar

song Aarti Lyrics

Leave a Comment