Boond Boond Lyrics daga Roy: Wannan Sabon soyayya Bollywood song wanda aka rera kuma ya hada shi Ankit Tiwari Jarumi Ranbir Kapoor, Jacqueline Fernandez & Arjun Rampal.
Mawaƙa: Ankit Tiwari
lyrics: Kumaar
An haɗa: Ankit Tiwari
Fim/Album: Roy
Length: 3:12
Saki: 2015
Label: T-jerin
Boond Boond Lyrics - Roy
Boond boond karke mujhmein girna tera
Aur mujhmein mujhse zyada hona tera
Boond boond karke mujhmein girna tera
Aur mujhmein mujhse zyada hona tera
Bhiga bhiga sa mujhe badan tera lage
Aaja tujhko pee lun, man mera kahe
Main na bacha mujhmein thoda sa bhi
Dekh tu na bacha tujhmein bhi
Jalne lagaa garam saanson se main
Tu pighalne laga mujhmein hi
Qatra qatra main jalun
Sharm se tere mil
Jism tera moam ka pighla dun
Karwatein bhi kam bharun
Raat bhar tu sang ho Tere har ek ang ko sulga dun
Bhiga bhiga sa mujhe tan tera lage
Aaja tujhko pee lun, man mera kahe
Main na bacha mujhmein thoda sa bhi
Dekh tu na bacha tujhmein bhi
Jalne lagaa garam saanson se main
Tu pighalne laga mujhmein hi
Hone de kuchh galtiyan
Renhgti yeh ungliyan
Jism ke tu darmiyan thehra de
Lamha koi garam tu yaa baraf tu
Mujhpe ho jaa kharch tu yun ake
Bhiga bhiga sa mujhe tan tera lage
Aaja tujhko pee lun, man mera kahe
Main na bacha mujhmein thoda sa bhi
Dekh tu na bacha tujhmein bhi
Jalne lagaa garam saanson se main
Tu pighalne laga mujhmein hi