Bulleya Lyrics – Sultan | Papon

By Turfa Soltani

Bulleya Lyrics: Gabatar da sabuwar wakar 'Bulleya' daga cikin Bollywood fim din 'Sultan' a cikin muryar Papon. Irshad Kamil ne ya ba da waƙar waƙar kuma Vishal da Shekhar ne suka shirya waƙar. Wannan fim Ali Abbas Zafar ne ya bada umarni. An sake shi a cikin 2016 a madadin YRF.

Bidiyon Waƙar Ya Nuna Salman Khan & Anushka Sharma

Mawaki: Papon

lyrics: Irshad Kamil

An haɗa: Vishal & Shekhar

Fim/Album: Sultan

Length: 3:05

An sake shi: 2016

Label: YRF

Hoton Bulleya Lyrics

Bulleya Lyrics – Sultan

Tu baat kare ya na mujhse
Chahe aankhon ka paighaam na le
Par ye mat kehna are O pagle!
Mujhe dekh na tu, mera naam na le

Tujhse mera deen-dharam hai
Mujhse teri khudai
Tujhse mera deen-dharam hai
Mujhse teri khudai

Tu bole toh main ban jaaoon
Main Bulleh Shah saudai
Main bhi nachoon!
Main bhi nachoon manaun sohne yaar ko
Chaloon main teri raah Bulleya
Main bhi nachoon, rijhaoon sohne yaar ko
Karun na parwah Bulleya!

Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum tu
Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum tu

Maana apna ishq adhura
Dil na ispe sharminda hai
Poora hoke khatam hua sab
Jo hai adha woh hi zinda hai
Ho baithi rehti hain ummedein
Tere ghar ki dehlizon pe
Jiski na parwaaz khatam ho
Dil yeh mera wahi parinda hai

Bakshe tu jo pyaar se mujhko
Toh ho meri rihai
Bakshe tu jo pyaar se mujhko
Toh ho meri rihai

Tu bole toh main ban jaaoon
Main Bulleh Shah saudai
Main bhi nachoon!
Main bhi nachoon manaun sohne yaar ko
Chaloon main teri raah Bulleya
Main bhi nachoon, rijhaoon sohne yaar ko
Karun na parwah Bulleya!

Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum tu

Tu yaad kare ya na mujhko
Mere jene mein andaaz tera
Sar aankhon par hai teri naaraazi
Meri haar mein hai koi raaz tera

Shayad meri jaan ka sadka
Mange teri judai
Shayad meri jaan ka sadka
Mange teri judai

Tu bole toh main ban jaaun
Main Bulleh Shah saudai
Main bhi nachoon!
Main bhi nachoon manaun sohne yaar ko
Chaloon main teri raah Bulleya
Main bhi nachoon, rijhaoon sohne yaar ko
Karun na parwah Bulleya!

Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum tu
Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum tu

Latsa Nan Domin Dildara Lyrics - Tamanchey 2014

Leave a Comment