Wakar Wakar Chehre - Amitabh Bachchan

By Sara Naira

Sunan Wakar Wakar Waka (Title Track) daga Chehre sabo ne Bollywood song waka ta Amitabh Bachchan kuma wannan sabuwar waka tana dauke da Emraan Hashmi, Krystle D'Souza. Rumy Jafry ce ta rubuta waƙoƙin waƙar Chehre yayin da Vishal Shekhar kuma ke bayar da waƙa

Mawaki: Amitabh Bachchan

lyrics: Rumy Jafry

An haɗa: Vishal Shekhar

Fim/Album: Chehre

Length: 3:12

Saki: 2021

Lakabin: T-Series

Hoton Hoton Waƙar Taken Chehre Lyrics

Wakar Wakar Chehre - Amitabh Bachchan

Umar Ki Raftar
Waqt Ki Maar Sahenge Chehre
Jisam Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chahre

Khoye Huye Sapno Mein
Bandhe Huye da Mein
Jaane Pehchane Se Kuch
Anjane Se

Pyaar Mein Apnate Huye
Gunaah ko Chupate Huye
Safar Karte Sadiyon Ka
Bahao Jaise Nadiyon Ka

Daulat Ki Aag Mein Jale Jale Se
Aur Inki Raakh Mein Bujhe Bujhe Se
Chere, Chere, Chere…

Jisam Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chahre

Masoom Bhi Yahin Hain
Makkar Bhi Yahin Hain
Bikte Bhi Yahin Hain
Khareeddar Bhi Yahin Hain

Bachpan Jawaani Aur Budhapa
Khud Ko Dekh Khud Hi Se Kaanpa
Aaine Mein Khud Ko Niharte
Guzari Soorat Ko Pukaarte

Waise To Duniyan Mein Sabhi Insaan Hai
Waise To Duniyan Mein Sabhi Insaan Hai
Phir Bhi Sabki Alag Pehchan Hai
Allag Pehchan Se
Sharminda Rahenge Chehre
Allag Pehchan Se
Sharminda Rahenge Chehre

Jisam Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chahre
Jisam Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chahre

Zinda Rahenge Chahre!

song Rang Dariya Lyrics

Leave a Comment