Choti Si Chiraiya Lyrics daga Mimi shine Sabuwa Wakar Hindi waka ta Kailash Kher kuma wannan sabuwar waka tana dauke da Kriti Sanon, Pankaj Tripathi. Amitabh Bhattacharya ne ya rubuta wakokin Choti Si Chiraiya yayin da AR Rahman ke bada waka sannan Laxman Utekar ne ya bada umarni.
Mawaki: Kailash Kher
lyrics: Amitabh Bhattacharya
An haɗa: AR Rahman
Fim/Album: Mimi
Length: 2:27
Saki: 2021
Choti Si Chiraiya Lyrics – Mimi
Choti Si Chiraiya
Choti Si Chiraiya
Udd Ke Chali Kis Gaon
Choti Si Chiraiya
Choti Si Chiraiya
Udd Ke Chali Kis Gaon
Reh Gaya Daana Reh Gaya Paani
Sooni Bhayi Amwa Ki Chhaon
Muniya Mori
Sooni Bhayi Amwa Ki Chhaon
Choti Si Chiraiya
Choti Si Chiraiya
Udd Ke Chali Re Kis Gaon
Azab Neerali Monh Ki Maya
Samjhe Samajh Ni Aaye
Angna Se Tohri Chahak Toh Jaaye
Tohri Mehak Nahi Jaaye
Nain Samandar Saat Bhare Par
Bhare Na Karejwa Ke Ghaon
Muniya Mori
Bhare Na Karejwa Ke Ghaon
Choti Si Chiraiya
Choti Si Chiraiya
De Vidai Mein Tujhe Kya
Keemti Saman
Deja Nindiyan Rain Ki
Subhon Ki Le Muskaan
Bharke Apni Chonch Mein
Leja Humre Praan
Choti Si Chiraiya
Choti Si Chiraiya
Udd Ke Chali Kis Gaon
Reh Gaya Daana Reh Gaya Paani
Sooni Bhayi Amwa Ki Chhaon
Muniya Mori
Sooni Bhayi Amwa Ki Chhaon
Muniya Mori
Sooni Bhayi Amwa Ki Chhaon
song Phuljhadiyon Lyrics