Chupke Chupke Lyrics by Rochak Kohli feat Armaan Malik and Shilpa Rao shine mafi sabuwa Bollywood song "Chupke Chupke" daga fim din "Mista Mummy" tare da kiɗan da Rochak Kohli ya bayar yayin da Kumaar ya rubuta Lyrics kuma wannan waƙar bidiyo tana nuna Riteish, da Genelia.
Sunan Waka: cin gindi
Mawaki: Rochak Kohli ft Armaan Malik da Shilpa Rao
lyrics: Kumaar
An haɗa: Rochak Kohli
Fim/Album: Malam Mummy
Length: 5:15
Saki: 2022
Label: Zee Music Company
Chupke Chupke Lyrics - Uwargida Mummy
Milne Ki Taareekh Hai
Hum Door Aur Dil Najdeek Hai
Hmm…
Ho Phir Se
Milne Ki Taareekh Hai
Hum Door Aur Dil Najdeek Hai
Ishq Ko Dede Manzooriyan
Honthon Pe Yeh Fariyad Hai
Honthon Pe Yeh Fariyad Hai
Chupke Chupke Raat Din
Aansu Bahana Yaad Hai
Chupke Chupke Raat Din
Aansu Bahana Yaad Hai
Humko Ab Tak Aashiqui Ka
Woh Zamana Yaad Hai
Chupke Chupke Raat Din
Aansu Bahana Yaad Hai
Hmm.. Ho Ho Ho
Adhoore Adhoore Se Ishq Ko
Aa Mukammal Karein
Kal Reh Gayi Thi Jo Dil Mein
Baat Woh Pal Pal Karein
Adhoore Adhoore Se Ishq Ko
Aa Mukammal Karein
Kal Reh Gayi Thi Jo Dil Mein
Baat Woh Pal Pal Karein
Door Tu Le Ja Yeh Dooriyan
Paas Tu Hai Toh Dil Yeh Aabaad Hai
Paas Tu Hai Toh Dil Yeh Aabaad Hai
Chupke Chupke Raat Din
Aansu Bahana Yaad Hai
Ho Yaad Hai Jab Nazron Se Toone
Nasha Makmali Sa
Labon Se Churaya Tha
Yaad Hai Kya Zulfon Mein Toone
Unglion Se Jo Badal Udaya Tha
Phir Se Tu Karle Gustakhiyan
Ishq Karne Ko Lamhan Yeh Aazad Hai
Ishq Karne Ko Lamhan Yeh Aazad Hai
Hmm.. Ho Ho Ho
Humko Ab Tak Aashiqui Ka
Woh Zamana Yaad Hai
Chupke Chupke Raat Din
Aansu Bahana Yaad Hai