Dekhte Dekhte Lyrics – Batti Gul Meter Chalu: Wannan tsohuwar waka ce da Nusrat Fateh Ali Khan ta rera. Wannan na baya-bayan nan Bollywood Song ake rerawa Atif Aslam, Manoj Muntashir ne ya rubuta kuma Rochak Kohli ya tsara.
artists: Atif Aslam
lyrics: Sidharth-Garima
Kunna: Anu Malik
Fim/Album: Batti Gul Meter Chalu
Length: 4: 20
An sake shi: 2018
Lakabin: T-Series
Dekhte Dekhte Lyrics – Batti Gul Meter Chalu
Rajj ke rulaya
Rajj ke hasaya
Maine dil kho ke ishq kamaya
Manga jo usne ek sitara
Hamne zameen pe chand bulaya
Jo aakhon se haye
Woh jo aakhon se ik pal na ojhal huye
Woh jo aakhon se ik pal na ojhal huye
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke woh kitne masom the
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Woh jo kahte the bichhdenge na hum kabhi
Woh jo kahte the bichhdenge na hum kabhi
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon
Ek main, ek woh aur shaamein kayi
Chand roshan thhe tab aasmaan mein kayi x (2)
Yariyon ka woh dariya utar bhi gaya
Aur hathon mein bas reth hi reh gayi
Koyi puchhe ke haye
Koyi puchhe ke humse khata kya huyi
Kyun khafa ho gaye dekhte dekhte
Aate jaate thhe jo saans banke kabhi
Aate jaate thhe jo saans banke kabhi
Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Woh hawa ho gaye haye
Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Jeene marne ki hum thhe wajah aur hami
Jeene marne ki hum thhe wajah aur hami
Bewajah ho gaye dekhte dekhte…
Sochta hoon
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye