Dhinchak Bana Du Tujhko Mai Lyrics – Wedding Anniversary

By Vinaybeer Deol

Dhinchak Bana Du Tujhko Mai Lyrics daga Bikin Biki. Dhinchakk Song Lyrics sung by Abhinanda Sarkar. Wannan Bollywood song Abhishek Ray ne ya tsara shi tare da wakokin Abhiruchi Chand ya rubuta. Taurarin Bikin Bikin Bikin Taurarin fina-finan Nana Patekar, Mahie Gill an fitar da wakokin a shekarar 2017.

artistsAbhishek Ray da Bhoomi Trivedi

lyrics: Abhiruchi Chand

Kunna: Abhishek Ray

Fim/AlbumRanar Bikin Aure

Length: 4: 02

An sake shi: 2018

Lakabin: Zee Music Company

Hoton waƙar Dhinchakk Lyrics

Dhinchak Bana Du Tujhko Mai Lyrics – Wedding Anniversary

chal chand dila doon dila doon dila doon
tujhko main
din dikha du dikha du dikha du
tujhko main
chal chand dila doon dila doon dila doon
tujhko main
din dikha du dikha du dikha du
tujhko main
koyi daaru mein paise gawaaye
muft mein meri ankhein pilaaye
bada todu nasha mera haaye
kahe botal se ishq ladaaye
chadh jaun chadh jaun jo tujhse agar
dhinchakk bana du bana du bana du tujhko main
mahfil dikha doon dikha doon dikha doon tujhko main
dhinchakk bana du bana du bana du tujhko main

har ek angle se madalla hu main
baarish ka sexy sa mausam hu main
har ek angle se madalla hu main
baarish ka sexy sa mausam hu main
ho thodi si iski thodi si uski poori ho teri
thodi si risky thodi si whiskey poori hoon desi
chadh jaun chadh jaun jo tujhse agar
dhinchakk bana du bana du bana du tujhko main
mahfil dikha doon dikha doon dikha doon tujhko main
dhinchakk bana du bana du bana du tujhko main

uff bhi meri haaye lakhon ki hai
dollar mein keemat in ankhon ki hai
uff bhi meri haaye lakhon ki hai
dollar mein keemat in ankhon ki hai
gali gali mein gaavn shehar mein charche hain mere
kappe chappe bat te dekhu parche hain mere
chadh jaun cadh jaun jo tujhse agar
dhinchakk bana du bana du bana du tujhko main
mahfil dikha doon dikha doon dikha doon tujhko main
dhinchakk bana du bana du bana du tujhko main
kahe daaru mein paise gawaaye
muft mein meri ankhein pilaaye
bada todu nasha mera haaye
kahe botal se ishq ladaaye
chadh jaun chadh jaun jo tujhse agar
dhinchakk bana du bana du bana du tujhko main
mahfil dikha doon dikha doon dikha doon tujhko main
dhinchakk bana du bana du bana du tujhko main

song Rubutun Bakan gizo - Bikin Bikin Cika (2018)

Leave a Comment