Dil Apni Haddon Se Lyrics – Budurwa Bhanupriya | Jyotica

By Sultana Salahuddin

Dil Apni Haddon Se Lyrics daga Budurwa Bhanupriya Sabon Hindi ne Bollywood song wanda ya rera Jyotica Tangri. Wannan Sabuwar Sabuwar Waƙar tana nuna Super zafi Urvashi Rautela tare da Gautam Gulati. Chirantann Bhatt ne ya ba da waƙar wannan waƙa yayin da Manoj Yadav ya rubuta waƙar kuma Ajay Lohan ne ya ba da umarni.

Mawaki: Jyotica Tangri

lyrics: Manoj Yadav

An haɗa: Chirantann Bhatt

Fim/Album: Budurwa Bhanupriya

Length: 3:39

Saki: 2020

lakabin: Zee Music Company

Hoton hoto na Dil Apni Haddon Se Lyrics

Dil Apni Haddon Se Lyrics – Budurwa Bhanupriya

Dil Apni Haddon Se Nikal Kar
Teri Hadd Mein Ja Baitha Hai
Ja Baitha Hai..

Dil Apni Hadon Se Nikal Kar
Teri Hadd Mein Ja Baitha Hai
Ja Baitha Hai..

Bas Isi Zid Mein Ulajhkar
Har Haal Tu, Tu Mera Hai
Tu Mera Hai

Tu Mujhko Oh Jine Na De
Mein Tujhko Oh Jine Na Doon
Ye Ishq Hai Toh Ishq Hai
Aur Kuchh Bhi Hone Na Doon

Main Mujhko Oh Kone Na Doon
Tu Hi Tu Oo Hone Lagun
Ye Ishq Hai Toh Ishq Hai
Aur Kuchh Bhi Hone Na Doon

Dil Apni Haddon Se Nikal Kar
Teri Hadd Mein Ja Baitha Hai
Ja Baitha Hai

Dariya Si Beh Na Jaaun
Tera Main Kinaara Chahun
Tham Le Aa Tham Le Tu Mujhko
Khud Ko Gawana Chahun
Tujhmein Samaana Chahun
Bhar Le Na Baahon Mein Mujhko

Dariya Si Beh Na Jaaun
Tera Main Kinaara Chahun
Tham Le Aa Tham Le Tu Mujhko
Khud Ko Gawana Chahun
Tujhmein Samaana Chahun
Bhar Le Na Baahon Mein Mujhko

Haan Mauka Bhi Hai, Marzi Bhi Hai
Dono Bhi Hai
Mann, Tera Bhi Hai, Mera Bhi Hai
Pagalpan Karein Chal

Tu Mujhko Oh Jine Na De
Mein Tujhko Oh Jine Na Doon
Ye Ishq Hai Toh Ishq Hai
Aur Kuchh Bhi Hone Na Doon

song Koi Nahi Lyrics

Leave a Comment