Dil Galti Kar Baitha Hai Lyrics – Meet Bros | Jubin Nautial

By Shirley Howarth

Dil Galti Kar Baitha Hai Lyrics by Jubin Nautial sabo ne Wakar Hindi waka ta Jubin Nautiyal, Danish Sabri kuma wannan sabuwar waka tana dauke da Mouni Roy. Manoj Muntashir ne ya rubuta wakokin Dil Galti Kar Baitha Hai yayin da wakokinta da Meet Bros suka bayar kuma Ashish Panda ne ya bada umarni.

Mawaki: Jubin Nautial, Danish Sabri

lyrics: Manoj Muntashir

An haɗa: Haɗu da Bros

Fim/Album: -

Length: 4:59

Saki: 2022

Label: T-jerin

Screenshot of Dil Galti Kar Baitha Hai Lyrics

Dil Galti Kar Baitha Hai Lyrics – Jubin Nautial

Yeh Humne Soch Rakha Tha
Mohabbat Na Karenge Hum
Kisi Ko Dil Nahi Denge
Kisi Pe Na Marenge Hum

Yeh Humne Soch Rakha Tha
Mohabbat Na Karenge Hum
Kisi Ko Dil Nahi Denge
Kisi Pe Na Marenge Hum

Tumhari Mast Aankhon Ne
Yeh Kaisa Haal Kar Dala
Ke Yeh Dil Cheez Kya Hai
Maang Lo Toh Jaan Denge Hum

Palat Ke Ishq Ki Galiyon Se
Jaana Hai Bada Mushkil

Dil Galti Kar Baitha Hai
Galti Kar Baitha Hai Dil
Dil Galti Kar Baitha Hai
Galti Kar Baitha Hai Dil

Dil Galti Kar Baitha
Ab Bol Humara Kya Hoga

Bol Humara
Bol Humara
Bol Humara Oh Yara
Bol Humara Kya Hoga

Khamoshiyan Sunte
Kab Tak Rahenge Hum
Mauka Hai Honthon Se
Aaj Kuchh Toh Kaho

Badi Mukhtasar Si Hai
Yeh Zindagi Yara
Zara Paas Aa Jao
Sochte Na Raho

Tum Apna Lo Ya Thukra Do
Tumhein Haq Faisle Ka Hai
Humein Kya Puchhte Ho Tum
Humare Hath Mein Kya Hai

Ke Hum Toh Kar Chuke Jaana
Tumhein Har Saans Mein Shamil

Dil Galti Kar Baitha Hai
Galti Kar Baitha Hai Dil
Dil Galti Kar Baitha Hai
Galti Kar Baitha Hai Dil

Dil Galti Kar Baitha
Ab Bol Humara Kya Hoga

Bol Humara
Bol Humara
Bol Humara Oh Yara
Bol Humara Kya Hoga

Dil Galti Kar Baitha Hai
Galti Kar Baitha Hai Dil

Aaha Aaha

Ke Pehle Pehle Ho Gayi
Hum Se Deedar Ki Galti Aaha
Dobara Kar Gaye Hum
Be-irada Pyar Ki Galti Aaha

Humein Zid Thi Tumhare Ishq Mein
Hum Katl Ho Jaayein Aaha
Toh Tum Pe Mar Mita Yeh Dil
Aahiri Baar Ki Galti Aaha

Kahan Aashiq Koyi Hum Sa
Kahan Tum Sa Koyi Kaatil

Dil Galti Kar Baitha Hai
Galti Kar Baitha Hai Dil
Dil Galti Kar Baitha Hai
Galti Kar Baitha Hai Dil

Dil Galti Kar Baitha
Ab Bol Humara Kya Hoga

Bol Humara Aaha
Humara Bol Humara Aaha
Humara Bol Humara Aaha
Oh Yaara Bol Humara Kya Hoga

Dil Galti Kar Baitha Hai
Galti Kar Baitha Hai Dil
Dil Galti Kar Baitha Hai
Galti Kar Baitha Hai Dil

Dil Galti Kar Baitha Aa
Haye

song Paani Paani Lyrics – Badshah

Leave a Comment