Dil Zara Lyrics - Hariharan, Runaa Shivamani: Gabatar da waƙoƙin Dil Zara na waƙar "Dil Zara" daga fim ɗin Atkan Chatkan wanda Hariharan ya rera, Runaa Shivamani. Wannan Bollywood Song Drums Shivamani ne ya tsara kida da waƙoƙin da Raqueeb Aalam ya rubuta.
Mawaki: Hariharan, Runaa Shivamani
lyrics: Raqueeb Aalam
An haɗa: Drums Shivamani
Fim/Album: Taɗi taɗi
Length: 4:45
Saki: 2020
Lakabin: Zee Music Company
Dil Zara Lyrics – Hariharan
Dil zara thehar
Ye hai khwabo ka shehar
Dil zara thehar
Ye hai khwabo ka shehar
Khwabo ka shehar, waado ka safar
Humaari daastan, ye hawaao ki jabaan
Ye hawaao ki jabaan, sun le bekhabar
Sambhle sambhl na ye toote gumaan
Aankho se hata bekali ka dhua
Hai ye kaisi pata, khwahisho ki sada
Chala kahan, chala kidhar
Dil zara thehar
Ye hai khwabo ka shehar
Khwabo ka shehar, waado ka safar
Kadam kadam waka hum
Na koi hai dar, na hai koi bharam
Koi jale haath namiji
Tu hi dilbar mera, tu hi humdum
Shukrana tera is izhaar ka
Karde tu ada ye rashm pyaar ki
Hai ye kaisi badha , khwahisho ki sada
Chala kahan, chala kidhar
Dil zara thehar
Ye hai khwabo ka shehar
Khwabo ka shehar, waado ka safar
Humaari daastan, ye hawao ki jabaan
Ye hawao ki jabaan sun le bekhabar
Sambhle sambhl na ye toote gumaan
Aankho se hata bekali ka dhua
Hai ye kaisi pata, khwahisho ki sada
Chala kahan, chala kidhar
song Mann Tu Lyrics