Dilon Ki Doriyan Lyrics – Bawaal (2023)

By Ramansukh Babal

Dilon Ki Doriyan Lyrics: Daga Bollywood movie "Bawaal" Ya Gabatar da Sabuntawa Bollywood Song “Dilon Ki Doriyan” rera Vishal Mishra, Zahrah Khan, da Romy yayin da Tanishk Bagchi ne ya ba da waƙar yayin da waƙar Dilon Ki Doriyan Arafat Mehmood ne ya rubuta.

An fitar da bidiyon kiɗan a cikin 2023 a madadin T-Series. Featuring Varun Dhawan & Janhvi Kapoor.

song: Dilon Ki Doriyan

artists: Vishal Mishra, Zahrah Khan, Romy

lyrics: Arafat Mehmood

Kunna: Tanishk Bagchi

Fim/AlbumBawaal

Length: 2: 17

An sake shi: 2023

Lakabin: T-Series

Dilon Ki Doriyan Lyrics – Bawaal

Tum Jo Mile Toh Hai Zindagi Ko
Koyi Kinara Mil Gaya
Oo Oo Dil Dhoondhta Tha Bas Ek Qatra
Dariya Hi Saraa Mil Gaya

Tujhse Milke Hua Mere Dil Ko Yaqeen
Koyi Bhi Tujhse Zyada Zaroori Nahin
Tere Bin Meri Duniyan Thi Poori Nahin
Teri Khwahish Mein Aawara Jhoome Re Jiya

Dilon Ki Yeh Doriyan
Rab Ne Hai Jodiyan
Oh Re Piya Tere Sang Behta
Jaun Re, Jaun Re

Dilon Ki Yeh Doriyan
Rab Ne Hai Jodiyan
Oh Re Piya Tera Hoon
Ya Kehta Jaun Re

Aa Aa… Ya Nimo Re
Yau Re

Mujhko Bulaye Paas Laye
Ishare Tere
Duniyan Kiya Hai Bin Bataye
Hawale Tere

Tujhpe Hai Hariyan
Jag Main To Sariya
Hoga Tujh bin Ab Sajna
Jeena Nahi

Tujhse Milke Hua Mere Dil Ko Yaqeen
Koyi Bhi Tujhse Zyada Zaroori Nahi
Tere Bin Meri Duniyan Thi Puri Nahi
Teri Khwahish Mein Awara Jhoome Re Jiya

Dilon Ki Yeh Doriyan
Rab Ne Hai Jodiyan
Oh Re Piya Tere Sang Behta
Jaun Re, Jaun Re

Dilon Ki Yeh Doriya
Rab Ne Hai Jodiyan
Oh Re Piya Tera Hoon
Ya Kehta Jaun Re

Tu Sajna Ko Daras Dikh
Mere Nain Gaye Hai Taras Dikha
Ek Baar Tu Mujhpe Baras Dikh
Mere Nain Gaye Hai Taras Dikha

Mere Paas Jo Hai Tera
Kuch Bhi Nahi Hai Mera
Tujhse Hai Mera Yeh Jahan

Dilon Ki Ye Doriyan
Rab Ne Hai Jodiyan
Oh Re Piya Tere Sang Behta
Jaun Re, Jaun Re

Ga wata Wakar Hindi Dil Se Dil Tak - Bawaal (2023)

Leave a Comment