Ek Dhara Ke Jan Gan Lyrics – Shortcut Safari (2016)

By Tulsi Mahabir

Ek dhara ke jan gan Lyrics daga Shortcut Safari ne, Wannan Bollywood song ana rerawa Atreyi Bhattacharya da Sadhana Sargam. Tauraruwarsa Jimmy Shergill, Aashi Rawal, Sharvil Patel, Mann Patel a cikin manyan ayyuka. N/A ne ya rubuta wannan waƙar kuma Mana (Samir – Mana), Rohit Sharma, Samir (Samir – Mana) ne ya rubuta wannan waƙa. An fitar da wannan waƙar a shekarar 2016.

Mawaki: Atreyi Bhattacharya da Sadhana Sargam

lyrics: Kumaar

music: Jassi Katyal

Album/FimSanta Banta Pvt Ltd

Length: 5:13

An sake shi: 2016

Label na kiɗa: Zee Music Company

Screenshot of Ek dhara ke jan gan Lyrics

Ek Dhara Ke Jan Gan Lyrics – Shortcut Safari

lamha lamha ankho me bahe, chup rehke pal pal fisle
hatho se magar kuch kehke
yaade chhalti sapna banki aur kshitiz tak dur kinare
jaise taare choti jungnu jaise aasha, ek dilasa ek dilasa
lamha lamha ankho me bahe, chup rehke

gumsum gumsum sehmi sanse, chup rehke pal pal fisle
dil ki ɗaddan kuch kehke
thagne ayayi ghor andhera aur kashitiz tak dur kinaare
par naa hare purab nabh me ek sitara jag ujiyaara, jag ujiyaara

kasa dur tak zamin aur uncha aasmaan, mil rahe yahi
kyu na chhod chhad kar samay ko rok kar bas rahe yahi
chhod ke dagar gum hai disha jaise
aur khojne ki bhi koi fikar nahi
ek taar se baandh rahe man ko
aur bolne ki bhi ek wajah nahi
chhalati agni purvar ye dhara aur paani
har pal karte praano me sarjan milkar hi
kan kan judda banta jeevan aur hawaaye sab jag behti
aazadi se ek dhara ke jan gan saare sab hi pyare, sab hi pyare
akaash bhedkar sapne sametkar, hua savera
akaash bhedkar sapne sametkar, hua savera
akaash bhedkar sapne sametkar, hua savera

song Lo Aa Gaye Santa Banta lyrics From Santa Banta Pvt Ltd (2016)

Leave a Comment