Ek Mulaqaat Lyrics – Shreya Ghoshal | 2023

By Charlotte Ballesteros

Ek Mulaqaat Lyrics by Shreya ghoshal, Wannan Sabon Sabo ne Wakar Hindi Sung by Vishal Mishra & Shreya Ghoshal, wannan Sabuwar Wakar Ek Mulaqaat Rashmi Virag & Sameer Anjaan ne suka rubuta, kuma waƙar Javed-Mohsin ne suka shirya, kuma wannan Bidiyon Sabuwar Waƙar Dhruwal Patel & Jigar Mulani ne suka shirya shi.

Waka: Ek Mulaqaat

Mawaki: Vishal Mishra & Shreya ghoshal

lyrics: Rashmi Virag & Sameer Anjaan

An haɗa: Javed-Mohsin

Fim/Album:-

Length: 5:58

Saki: 2023

Label: T-jerin

Ek Mulaqaat Lyrics – Shreya Ghoshal

Waaqif Nahi Hai
Tu Mujhse Oh Sanam
Jitna Dard Doge
Rahega Utna Kamm

Jaane Hui Kaise
Ya Dooriyan
Jitna Tu Tadpe Utna
Tadpe Hai Hum

Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam

Isse Pehle Ke Yeh Saansein Ho Khatam
Isse Pehle Ke Yeh Saansein Ho Khatam
Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Ho Ho Ho Ho…

Rabba Rabba Karta Hai
Dard Mera
Duniya Kyun Samjhe Na
Ishq Ishq Mera

Kisi Ko Kabhi Na Mile
Yara Se Judaai

Mera Nahi Mera Nahi
Waqt Mera
Tootey Nahi Tootey Nahi
Sabbin Tara

Marke Bhi Karunga Na
Tujhse Bewafai

Waqt Lagta Hai
Zara Si Der Hoti Hai
Kabhi Toh Sau Janam Bhi
Kam Pad Jaate Hain

Main Samajhti Hoon
Magar Yeh Dil Nahi Samjhe
Lehar Se Kyun Kinaare
Mil Na Paate Hain

Jaane Hui Kaise
Ya Dooriyan
Jitna Tu Tadpe Utna
Tadpe Hai Hum

Isse Pehle Ke Mera Tootey Bharam
Isse Pehle Ke Mera Tootey Bharam
Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam

Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Ga wata wakar Hindi Gatividhi Lyrics – Yo Yo Honey Singh (2022)

Leave a Comment