Gehraiyaan Lyrics by Lothika sabuwar waƙar Take ne daga Fim ɗin Gehraiyaan kuma wannan sabuwar Bollywood song yana nuna Deepika Padukone, Ananya Panday, Siddhant Chaturvedi. Ankur Tewari ne ya rubuta waƙoƙi yayin da OAFF, Savera kuma ke ba da waƙa.
Mawaki: Lothika
lyrics: Ankur Tewari
An haɗa: OAFF, Savera
Fim/Album: Gehraiyaan
Length: 2:33
Saki: 2022
Label: Sony Music Indiya
Gehraiyaan Title Song Lyrics – Tu Marz Hai Dawa Bhi
Tu Marz Hai Dawa Bhi
Par Adat Hai Humein
Roka Hai Khud Ko Lekin
Hum Reh Na Sake
Teri Lehron Mein Aa Kar
Aise Hum Bahe
Le Doobi Ja Rahin Hain
Gehraiyaan Humein
Gehraiyaan! Gehraiyaan!
Tu Lau Bhi Hai Hawa Bhi
Kuch Jale Hum Kuch Bahe
Tujhe Mein Samaaye Aise
Dhu'an Dhu'an Huye
Lehron Ki Zidd Hai Aisi
Lehron Mein Bahe
Le Doobi Ja Rahi Hain
Gehraiyaan Humein
Gehraiyaan Gehraiyaan
Gehraiyaan Gehraiyaan
Le Jayein Humein
Ya Lehrein Humein
Hum Aise Bahe
Hum Reh Na Sake
Gehraiyaan Gehraiyaan
Gehraiyaan Gehraiyaan
song Beqaaboo Lyrics