Gulon Mein Rang Bhare Lyrics daga Haider (2014): Faiz's Ghazal ne, rera ta Arijit Singh ji kuma wannan Bollywood song Mehdi Hassan ne ya tsara kida, Vishal Bhardwaj.
Mawaƙa: Arijit Singh ji
lyrics: Faiz Ahmad Faiz
An haɗa: Mehdi Hassan, Vishal Bhardwaj
Fim/Album: Haidar
Length: 2:12
Saki: 2014
Label: Times Music
Gulon Mein Rang Bhare lyrics
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Dard ka rishta ooo mm
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Yeh dil gareb sahi
Tumhare naam pe aynge
Gham gusar chale hmm
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale
Chale bhi ao ke
Gulshan ka karobaar chale
Chale bhi ao ke
Gulshan ka karobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale
Hmm
Qafas udaas hai yaaron
Sabaa se kuch to kaho
Qafas udaas hai yaaron
Sabaa se kuch to kaho
Kahin to bahr e khuda
Aaj zikar e yaar chale
Chale bhi ao ke
Gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale
Jo humpe guzri so guzri
Magar sab e hijraan
Jo humpe guzri so guzri
Magar sab e hijraan
Humaare ashq teri
Aaqibat sanwaar chale
Chale bhi ao ke
Gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale.