Hathon Se Yoon Lyrics - Lokacin Rawa

By Naaif Shakoor

Hathon Se Yoon Lyrics Daga Lokaci Zuwa Rawa sabo ne Wakar Hindi waka ta Raja Hasan tare da kiɗa kuma Vijay Verma ya bayar. Rajesh Manthan ne ya rubuta waƙar Hathon Se Yoon.

Mawaki: Raja Hasan

lyrics: Rajesh Manthan

An haɗa:  Vijay Verma

Fim/Album: Lokacin Rawa

Length: 3:47

Saki: 2021

Label: T-jerin

Hoton Hathon Se Yoon Lyrics

Hathon Se Yoon Lyrics - Lokacin Rawa

Hathon se yoon choote hai kyun
Dhaage jo moh ke toote hai kyun
Yeh haunsle roothe hai kyun
Hai khaab sarare jhoothe se kyun

Kisi ghaat pe kisi deep sa
Jalta hoon mai jaise chita
Kisi rakh mein fal moksh ka
Shav hoke hi milta shiva
Mai ho raha khud mein shivala
Baaki abhi mujh mein ujala

Apni lakeer phir se keh dega
Badlunga mai qismat ki lekha
Aane ko hai phir se savera aajaa
Aane ko hai gehra andhera

Jis mod se rukh mod ke
Nikla tha mai han aa phir se wahi
Umeed ki har roshni dhundli huyi
Palkon mein thehri nami

Is dard ki lehron ka kya
Na ginti hai na sira
Mujhe darr nahi toofan ka
Dooba hai jo wo tar gaya

Kuch is tarah mai chup raha
Har gam saha rona toh aya nahi
Beintehaan hairan sa
Tanha raha shikva na kiya kahin

Jo tha mera wo kho gaya
Jo kho gaya afsos kya
Taqleef se anjaan sa
Mai zindagi jeeta raha

Mai ho raha khud mein shivala
Baaki abhi mujh mein ujala

song Sauka Don Girma Lyrics

Leave a Comment