Hawayein Lyrics – Jab Harry Met Sejal | Arijit Singh ji

By Shirley Howarth

Hawayein Lyrics: Sabuwar wakar 'Hawayein' ta rera Arijit Singh ji daga Bollywood fim din 'Jab Harry Met Sejal'. Irshad Kamil ne ya ba da waƙar waƙar kuma Pritam Chakraborty ce ta shirya waƙar. Imtiaz Ali ne ya shirya wannan fim. An sake shi a cikin 2017 a madadin Sony Music.

Bidiyon Kiɗa Yana Nuna Shah Rukh Khan & Anushka

Mawaki: Arijit Singh ji 

lyrics: Irshad Kamil

An haɗa: Pritam Chakraborty

Fim/Album: Jab Harry ya hadu da Sejal

Length: 3:20

An sake shi: 2017

Label: Sony Music

Screenshot of Hawayein Lyrics

Hawayen Lyrics

Tujhko…main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin
Hai mera yaqeen

Main jo…tera naa huaa
Kisi ka nahin…
Kisi ka nahin..

Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein…
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein…

Begaani hai yeh baaghi
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahan
Hawayein, hawayein

Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
Na tujhko pataa…

KO…

Banaati hai jo tu…
Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale
Inyi mein to meri…
Subah bhi dhalein
Shamein dhalein
Mausam dhalein

Khayalon ka shehar...
Tu jaane tere hone se hi abaad hai
Hawayein haq mein...
Wohi hai aate jaate jo tera naam le

Deti hain jo sadayein
Hawayein, hawayein
Na jaane kya batayin
Hawayein, hawayein
Le jaaye tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein

Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
Na tujhko pataa…

KO…

Chehra..kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Ya kya raaz hai?
Kal bhi..meri na thi tu
Na yi hogi tu kal
Meri aj hai

Teri hai meri, saari wafayein wafayein
Maangi hai tere liye duaayein duaayein
Le jaaye tujhe kahaan..hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan..hawayein, hawayein

Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein
Le jaaye tujhe kahaan hawayein hawayein
Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein
Le jaaye tujhe kahaan hawayein hawayein

Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahaan hawayein hawayein
Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahaan hawayein hawayein

KO…

Wurin biya Musafir Lyrics – Jagga Jasoos | Tushar Joshi nan

Leave a Comment