Heer Tu Meri Lyrics – Happy Hardy and Heer | Himesh Reshammiya

By Sinforoso Escobar

Heer Tu Meri Lyrics: Wata kyakkyawar waka mai suna 'Heer Tu Meri' na Himesh Reshammiya jarumin barkwanci da fim din soyayya Happy Hardy and Heer. Ana rera waƙa a cikin muryoyin Anusha Mani da Himesh Reshammiya kansa. Himesh Reshammiya ne ya rubuta kida da waƙoƙi. Wannan waƙar da Tips Official ya gabatar.

Mawaki: Himesh Reshammiya, Anusha Mani

lyrics: Himesh Reshammiya

An haɗa: Himesh Reshammiya

Fim/Album: Happy Hardy And Heer

Length: 4:01

Saki: 2020

Label: Tukwici Jhankar Gaane

Hoton Heer Tu Meri Lyrics

Heer Tu Meri Lyrics - Happy Hardy da Heer

Ye jo hai tere mere darmiyan
Ishq ki hai yeh gehri sardiyan
Dil mera keh saka na alvida
Kuch alag teri meri yaariyan
Meri ankhon mein tera
Aaina chhupa sa hai
Lamha ye tera mera
Kuch ruka ruka sa hai
Ya soniyo...
Asmaani yeh chehra
Kis kadar gehra hai
Faaslon ka samandar
Bakhuda keh raha hai
Ya soniyo..
Heer tu meri ranjhana main tera
Heer tu meri ranjhana main tera..
Aaye zindagi mein ho yun
Ab na jana tum kabhi
Kehkasha is mohabbat ka
Tera mera hai yahi
Hai tumhari adaon ka mara
Kare kiya mera dil mere humnawa
Sama yeh kare bekarari si dil mein
Yeh dil toh mera tere bin maane na
Heer tu meri ranjhana main tera..
Kafir nahi main mujhe tha yakeen
Tum sa milega koi humnashi
Yadon ka kaafila hua ajnabi
Kare bekhabar ab mujhe har ghadi
Ye jo hai tere mere darmiyan
Ishq ki hai ye gehri sardiyan
Dil mera keh saka na alvida
Kuch alag teri meri yaariyan
Meri ankhon mein tera
Aaina chhupa sa hai
Lamha ye tera mera
Kuch ruka ruka sa hai
Ya soniyo...
Asmaani ye chehra
Kis kadar gehra hai
Faaslon ka samandar
Bakhuda keh raha hai
Ya soniyo..
Heer main teri ranjhana tu mera
Heer tu meri ranjhana main tera….

song Ah Isha Lyrics

Leave a Comment