Hum Dum Lyrics – Shiddat | Ankit Tiwari

By Thea L. Pell

Hum Dum Lyrics daga Shiddat sabo ne Bollywood song waka ta Ankit Tiwari kuma wannan sabuwar wakar tana nuna Sunny Kaushal, Radhika Madan. Kunwar Juneja ne ya rubuta waƙoƙin Hum Dum yayin da Gourov Dasgupta ne ya ba da waƙa kuma kunal Deshmukh ne ya ba da umarnin bidiyo.

Mawaki: Ankit Tiwari

lyrics: Kunwar Juneja

An haɗa: Gourov Dasgupta

Fim/Album: Shiddat

Length: 2:27

Saki: 2021

Lakabin: T-Series

Hoton Hum Dum Lyrics

Hum Dum Lyrics – Shiddat

Ho Meharbaan
Dekha Hai Tujhe Pehli Dafa
Ho Meharbaan
Dekhun Main Tujhe Sau Martaba

Palkon Mein Kaid Hoke
Reh Jao Tum Mujhi Mein
Ya Yarram

Rabba Ise Keh Doon Kya
Mera Hum Dum Dum
Rabba Ise Keh Doon Kya
Mera Hum Dum Dum

In Aakhon Mein in Baaton Mein
Sunta Hoon Koyi Sargam
Rabba Ise Keh Doon Kya
Mera Hum Dum Dum

Katron Ki Pyaas Thi
Saagar Mujhe Mil Gaya
Sooraj Ki Parte Khuli
Andhera Chhan Gaya

Sonh Rabb Di Tera Ho Gaya Ve
Sonh Rabb Di Dil Kho Gaya Ve
Lamhon Ka Nahi Sangam

Palkon Mein Kaid Hoke
Reh Jao Tum Mujhi Mein
Ya Yarram

Rabba Ise Keh Doon Kya
Mera Hum Dum Dum
Rabba Ise Keh Doon Kya
Mera Hum Dum Dum

In Aakhon Mein in Baaton Mein
Sunta Hoon Koyi Sargam
Rabba Ise Keh Doon Kya
Mera Hum Dum Dum

Ho Meharbaan
Jeene Ke Liye Kaafi Hai Tu
Ho Meharbaan
Thoda Sa Main Hoon Baaki Hai Tu

Rehna Toh Hai Kahin Pe
Reh Jao Tum Mujhi Mein
Ya Yarram

Rabba Ise Keh Doon Kya
Mera Hum Dum Dum
Rabba Ise Keh Doon Kya
Mera Hum Dum Dum

Inn Aakhon Mein Inn Baaton Mein
Sunta Hoon Koyi Sargam
Rabba Ise Keh Doon Kya
Mera Hum Dum Dum

Ho Ho Ho Ho..
Ho Hmm Hamm...

song Barbaadiyan Lyrics

Leave a Comment