Humnava Lyrics – Hamari Adhuri Kahani – Papon, Mithoon

By Harkiratpal Verma

Humnava Lyrics daga Hamari Adhuri Kahani (2015) rera Papon. Wannan Bollywood Song Mithoon ne ya tsara shi da wakokin Sayeed Quadri ya rubuta.

Hamari Adhuri Kahani fim din Emraan Hashmi, Vidya Balan. Mohit Suri ne ya bada umarni. An saki Hamari Adhuri Kahani ranar 12 ga watan Yuni 2015.

Waka: Humnava

Mawaki: Papon

lyrics: Sayeed Quadri

Album/Fim: Hamari Adhuri Kahani

Tsawon waƙa: 5:29

Label na kiɗa: SonyMusicIndiaVEVO

Hoton Hoton Humnava Lyrics

Humnava Lyrics

A.. da.. da..

Hey humnava mujhe apna bana le

Sukhi padi dil ki iss zameen ko bheega de

Hm.. hoon akela zara haath badha de

Sukhi padi dil ki iss zameen ko bheega de

Kabse main dar dar phir raha

Musafir dil ko panaah de

Tu awargi ko meri aaj thhera de

Ho sakhe toh

Thoda pyaar jata de

Sukhi padi dil ki iss zameen ko bheega de

A.. da.. da..

Murjhaayi si saankh pe dil ki

Pool khilte hain kyun

Baat gulon ki zikr mehak ka

Achha lagta hai kyun

Un rangon se tune milaya

Jinse kabhi main mil na paaya

Dil karta hai tera shukriyaa

Phir se bahaar tu laade

Dil ka suna banjar mehka de

Sukhi padi dil ki iss zameen ko bheega de

Hm.. Hoon akela zara haath badha de

Sukhi padi dil ki iss zameen ko bheega de

Waise toh mausam guzre hain

Zindagi main kayi

Par abb na jaane kyun mujhe woh

Lag rahe hai haseen

Tere aane par jana maine

Kahin na kahin zinda hoon main

Jeene laga hoon main

Ab yeh fizayin

Chehre ko chhutti hawayein

Inki tarah do kadam toh badha le

Sukhi padi dil ki iss zameen ko bheega de

O.. Hoon akela zara haath badha de

Sukhi padi dil ki iss zameen ko bheega de

Wakokin Hummer – Elly Mangat

Leave a Comment