Jalte Diye Lyrics: Gabatar da Bollywood Song 'Jalte Diye' a cikin muryoyin Anweshaa, Harshdeep Kaur, Shabab Sabri, Vineet Singh daga fim din Prem Ratan Dhan Payo. Irshad Kamil ne ya rubuta wakar, Himesh Reshammiya ne ya yi wakar. An sake shi a cikin 2015 ta T-Series.
Wannan fim din ya hada da Salman Khan, Sonam Kapoor kuma Sooraj Barjatya ne ya bada umarni.
Mawaƙa: Awesha, Harshdeep Kaur, Shabab Sabri, & Vineet Singh
lyrics: Irshad Kamil
An haɗa: Himesh Reshammiya
Fim/Album: Prem Ratan Dhan Payo
Length: 5:43
Saki: 2015
Label: T-jerin
Jalte Diye Lyrics – Prem Ratan Dhan Payo
Aaj agar milan ki raat hoti
Jaane kya baat hoti
Toh kya baat hoti
Sunn te hai jab pyar ho to
Diye jal uthte hai
Tan mein man mein aur nayan mein
Diye jal uthte hain
Iya pia aji
Ayya piya aja ho..
Aaja piya aja tere hi tere hi liye
Jalte diye
Bitaani tere saye mein saye mein
Zindaghani bitani tere saaye mein
Saye mein
Kabhi Kabhi
Kabhi kabhi aiise diyon se
Lag hai jaati aag bhi
Dhule dhule se anchalon pe
Lag hai jaate daag bhi
Hai veerano mein badal te
Dekhe man ke baag bhi
Sapnon mein shringar ho toh
Diye jal uthte hain
Khwahishon ke aur sharam ke
Diye jal uthte hain
Iya pia aji
Tere hi, tere hi liye jalte diye
Bitaani tere saye mein, saye mein
Zindaghani bitaani tere saye mein
Saye mein
Mera nahin
Mera nahin hai woh diya
Jo jal raha hai mere liye
Meri taraf kyun yeh ujaale
Aaye hai inko rokiye
Yun beghani roshni mein
Kab talak koi jiye
Saanson mein jhankar ho to
Diye jal uthte hain
Jhanjhron mein kanganon mein
Diye jal uthte hain
Iya pia aji
Hmm jalte diye
Bitani tere saye mein, saye mein
Zindghani bitani tere saye mein
Saye mein
Saye mein saye tere
Saaye mein tere bitaani zindagani
Saye mein saye tere
Saaye mein tere bitaani zindagani
Don ƙarin rubutun waƙa duba Akhiyan Lyrics – Falak Shabir – Arjun