Janib Lyrics: Gabatar da Bollywood Song 'Janib' a cikin muryar Arijit Singh da Sunidhi Chauhan daga fim din Dilliwaali Zaalim Budurwa. Kumaar ne ya rubuta waƙar waƙar kuma Jatinder Shah ne ya tsara waƙar. An sake shi a cikin 2015 ta T-Series.
Wannan fim din ya fito ne Divyendu Sharma kuma Japinder Kaur ne ya bada umarni.
Mawaƙa: Arijit Singh ji da kuma Sunadhi Chauhan
lyrics: Kumaar
Kunna: Jatinder Shah
Fim/Album: Dilliwaali Zaalim Budurwa
Length: 3:41
Saki: 2015
Label: T-jerin
Janib Lyrics - Arijit Singh
Le lawaan main jind vech ke
Je mera sajan mill jaaye
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jana lagta hai wajib
Ishq mein tere dil hai musafir
Bhoola dhadkane teri khatir
Hai ye waste tere haazir
Ishq mein tere dil hai musafir
Neendein bhi le gaye
Mujhe yun de gaye
Bechainiyan.. bechainiyan..
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere isq mein (x2)
Din dhadakne lage hain tujh mein
Saans lene lagi hain raatein
Kal talak lafz bhi nahi thhe
Aaj hone lagi hain baatein
Ho..
Din dhadakne lage hain tujh mein
Saans lene lagi hain raatein
Kal talak lafz bhi nahi thhe
Aaj hone lagi hain baatein
Meri tu ho gayi
Tabhi toh kho gayi
Tanhaiyaan.. tanhaiyaan..
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere isq mein (x2)
Bin tere ye jahan ab nahin
Tu hai jahan Rab hai wahin
Tu hai toh hai maayne mere
Warna koi mera matlab nahi (x2)
Yadon mein hai tu hi
Khwabon mein hai teri
Parchaiyaan… parchaiyaan..
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere isq mein (x4)
Don ƙarin labaran waƙa duba Janam Janam Lyrics – Dilwale | Arijit Singh ji