Jawabin Lyrics By Badshah | 2023

By Gail C. Curley

Jawabin Lyrics, sabuwa Wakar Hindi "Jawaab" ya rera wakar Badsha, Badshah ne ya rubuta waƙar Jawaab yayin da Badshah, IOF, da Hiten suka ba da waƙarta. Rajeev Thakur ne ya jagoranci faifan waƙar. wannan sabuwar wakar tana dauke da Badshah da Gayatri Bhardwaj.

Sunan Waka: Jawabin

Mawaki: badshah

lyrics: badshah

An haɗa: Badshah, IOF, Hiten

Fim/Album: -

Length: 3:39

Saki: 2023

Label: badshah

Hoton Jawabin Lyrics

Jawabin Lyrics – Badshah

Yeh Munasib Hoga Humko Thaam Lo Ke
Hum Bhi Chaand Dhoondhne Lage Hain
Baadalon Mein

Naam Shamil Ho Chuka Hai
Apna Paagalon Mein

Matlabi Iss Duniya Se
Kinaare Kar Loon
Naam Tere Saari Ke Saari
Bahaarein Kar Doon

Bas Chale Toh Tere Haath Mein
Sitaare Rakh Doon

Ho Ho Ho Ho..

Shaam Ka Rang Kyun
Tere Rang Mein Mil Raha Hai
Dil Mera Tere Sang
Baith Kar Kyun Khil Raha Hai

Hai Koyi Jawab
Ya Mere Janab
Hai Koyi Jawab
Iss Baat Ka

Aapke Apne Hi Hain Humko Jaaniye Toh
Iss Sharam Ke Lehje Ko Pehchaniye Toh
Baat Bann Jayegi Baat Maniye Toh

Kya Hai Kuch Nahi
Yeh Char Din Ki Zindgani
Taaron Ke Her Pher Ki Yeh Karistani
Na Kabhi Bhi Mitne Wali Likh Dein Kahaani

Aapki Aankhon Mein Jo Likha
Main Woh Padh Raha Hoon
Baat Woh Honthon Par Kab Aayegi
Intezaar Kar Raha Hoon

Hai Koyi Jawab
Ya Mere Janab
Hai Koyi Jawab
Iss Baat Ka

Bunte Rahe
Ya Na Bune Yeh Khwaab
Hai Koi Jawab
Iss Baat Ka

Wani Wakokin Hindi Ghar Pe Party Hai Lyrics – Badshah | Farrey | 2023

Leave a Comment