Joome Jo Pathan Lyrics by Arijit Singh daga fim din "Pathaan" na baya-bayan nan Bollywood song waka ta Arijit Singh, Sukriti Kakar, and Vishal-Sheykhar. Kumaar ne ya rubuta waƙoƙin Jhoome Jo Patan yayin da Vishal-Sheykhar ya shirya waƙar kuma Siddharth Anand ne ya jagoranci bidiyo. Bidiyon waƙar ya ƙunshi Shah Rukh Khan, Deepika Padukone.
Mawaki: Arijit Singh ji, Sukriti Kakar, and Vishal-Sheykhar
lyrics: Kumaar
An haɗa: Vishal-Sheikhar
Fim/Album: Pathan
Length: 3:22
Saki: 2022
Label: YRF
Jhoome Jo Pathan Lyrics – Pathan
Tumne Mohabbat Karni Hai
Humne Mohabbat Ki Hai
Iss Dil Ke Alawa Kisi Se Bhi
Na Humne Ijaazat Li Hai
Hunar Hai Yeh Bhi Ishq Ka
Kisi Kisi Ko Aata Hai
Jaan Loota Ke Dushman Ki
Humne Hifazat Ki Hai
Baat Karte Hain Hazaron
Hazaron
Hai Tajurba Humein Yaron
Haan Yaron
Baat Karte Hain Hazaron
Hai Tajurba Humein Yaron
Aisi Hai Ada
Bandh Loon Hawa
Mujhpe Woh Khuda
Dil Se Dua Barsaye
Jhoome Jo Pathan Meri Jaan
Mehfil Hi Loot Jaaye
Dede Jo Zubaan Meri Jaan
Uspe Mar Mit Jaaye
Jhoome Jo Patan Meri Jaan
Mehfil Hi Loot Jaaye
Dede Jo Zubaan Meri Jaan
Uspe Mar Mit Jaaye
Muqabla Kaise
Hum Karte Hain Yar
Abki Baar Tarika Hum Batayenge
Tarika Hum Batayenge
Kaise Dushman Pe
Hum Marte Hain Yar
Abki Baar Tarika Hum Batayenge
Tarika Hum Batayenge
Yaar Karde Jo Ishaara
Ishara
Dil Main De Doon Dobara
Dobara
Yaar Karde Jo Ishaara
Dil Main De Doon Dobara
Pyar Ka Nasha
Aisa Hai Chadha
Hoke Yoon Fida
Dushman Gale Lag Jaaye
Jhoome Jo Pathan Meri Jaan
Mehfil Hi Loot Jaaye
Dede Jo Zubaan Meri Jaan
Uspe Mar Mit Jaaye
Jhoome Jo Patan Meri Jaan
Mehfil Hi Loot Jaaye
Dede Jo Zubaan Meri Jaan
Uspe Mar Mit Jaaye