Kaal Kaal Lyrics – Laal Kaptaan (2019)

By Elais Montemayor

Kaal Kaal Lyrics daga Laal Kabtan: Wannan Bollywood song ake rerawa Brijesh Shandilya da Dino James. Samira Koppikar ce ta shirya waƙar Laal Kaptaan tare da waƙoƙin Saurabh Jain. Waƙar ta fito ne daga Navdeep Singh wanda ya shirya ainihin hoton fim ɗin Laal Kaptaan tare da Saif Ali Khan.

Mawaki: Brijesh Shandiliya da Dino James

lyrics: Saurab Jain

An haɗa: Samira Koppikar

Fim/Album: Laal Kabtan

Length: 4:22

Saki: 2019

Label: Eros Yanzu Music

Hoton Kaal Kaal Lyrics

Kaal Kaal Lyrics - Laal Kaptaan

Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai

Gol Gol duniya mein
Gol gol sadiyon se chal rahi
Woh ek hi mashaal hai

Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai

Aadmi toh bandar sa
Banke par sikandar sa
Aadmi toh bandar sa, banke par Sikandar sa
Neetiyon ka dambh roz bharta hai
Pal mein ek peedi hai
Umra ek seedhi hai
Chadhta roz roz hi phisalta hai

Par ahham mein jeeta hai
Kis vaham mein jeeta hai
Rakt mein kyun uske ye ubaal hai

Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai

advertisement

Khatm na hoti hai teri ye laalsa
Jaane ka samay tu bhale hai taalta
Karega kya murjhati iss khaal ka
Bas mein na hai sab khel hai kaal ka
Saaya hai kaal ka saare bramhaand mein
Teer vinash ka uske kaman mein
Deta woh bhar hai saansein wo praan mein
Pratyaksh khada hai uske pramaan mein

Wo ajar hai, wo amar hai
Wo anaadi ant hai
Granth sare, dard sarare
Uska hi shadyantra hai
Gada hai chatiyon mein…
Samay ka shool hai
Usko ba hai, ba hai, ba hai..

Sab isi ke maare hai
Sab is se haare hai
Isko jet le wo mahakaal hai

Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai

song Janmo Janam Lyrics – Ghost (2019) | Yasser Desai

Leave a Comment