Kacchi Doriyan Lyrics – Maja Ma

By Maazina Nur

Kacchi Doriyan Lyrics daga Maja Ma kyakkyawa ne Bollywood song cikin muryar Arijit Singh & Asee Kaur. Anurag Sharma ne ya tsara wannan waƙa yayin da Anurag Sharma ya rubuta waƙoƙin, an fitar da wannan waƙa a ƙarƙashin lakabin Prime Video India.

Artists: Arijit Singh ji & Asee Kaur

Lyrics: Anurag Sharma

Competition: Anurag Sharma

Fim/Album: Maja Ma

Tsawon lokaci: 2:55

Sanarwa: 2022

Tag: Firayim Bidiyo Indiya

Screenshot of Kacchi Doriyan Lyrics

Kacchi Doriyan Lyrics – Maja Ma

itna diya hain sab tu bulaya
Pyar kiya hain phir bhi rulaya
Jitna diya hain sab hai tu bhulaya
Pyar kiya hain phir bhi rulaya

Khaali padi hai dil ki boriyan
Kacchi doriyaan haye kacchi doriyaan
Kacchi doriyaan haye kacchi doriyaan

Sooni hain ab toh meri loriyaan
Kacchi doriyaan haye kacchi doriyaan

Jhootha ghada yeh
Bhar sa gaya hai bhaar sa gaya
Ab toh yeh maan bhi
Maar sa gaya hain maar sa gaya

Kyon yeh subah aisi huyi
Kyon hi suni thi saari
Jhoothi ​​loriyaan loriyaan

Tutt gayi dhagon ki jodiyaan
Kacchi doriyaan haye kacchi doriyaan
Kacchi doriyaan haye kacchi doriyaan

Dori

Aur nahi aur nahi
Sehna ab hain aur nahi
Aur nahi ab aur nahi
Sehna ab hain aur nahi

Haath wahin saath nahi
Ab inn baaton ka mol nahi
Aur nahi ab aur nahi
Sehna ab hain aur nahi

Jaan nisaar hai tujhpe
Har amsa rakh dunga
Par aur nahi ab aur nahi
Ab aur nahi

Kaise milengi tooti jodiyaan
Kacchi doriyaan haye kacchi doriyaan
Kacchi doriyaan haye kacchi doriyaan

Kacchi doriyaan haye kacchi doriyaan
Kacchi doriyaan haye kacchi doriyaan haaye

song Boom Padi Lyrics – Maja Ma | Shreya Ghoshal

Leave a Comment