Kaun Tujhe Kuch Toh Hain Lyrics – Armaan Malik | Soyayya Mashup

By Hardas Dabra

Kaun Tujhe / Kuch Toh Hain Lyrics: Gabatar da Wakar Hindi 'Kaun Tujhe / Kuch Toh Hain' in the voice of Armaan Malik. Manoj Muntashir ne ya rubuta wakar, kuma Amaal Malik ne ya tsara wakar. An sake shi a cikin 2017 ta T-Series.

Mawaƙa: Armaan Malik

lyrics: Manoj Muntashir 

An haɗa: Amaal Malik

Fim/Album: -

Length: 4:00

Saki: 2017

Label: T-jerin

Screenshot of Kaun Tujhe Kuch Toh Hain Lyrics

Kaun Tujhe / Kuch Toh Hain Lyrics – Armaan Malik

Tu aati hai seene mein
Jab jab sanse bharta hun
Tere dil ki galion se
Main har roz guzarta hun

Hawa ke jaise chalti hai tu
Main ret jaisi udta hun
Kaun tujhe yun pyar karega
Jaise main karta hun

Mujhse zyada mere jaisa
Koi hai toh hai tu
Phir na jaane dil mera kyun
Tujhko na de sakoon

Kuch toh hai jo dil ghabraaye
Kuch toh hai jo saans na ayah
Kuch toh hai jo hum honton se
Kehte kehte keh naa paaye

Meri nazar ka safar
Tujhpe hi akake ruke
Kehne ko baaqi hai kya
Kehna tha jo keh chhuke

Meri nigaahein hain
Teri nigahon pe
Tujhe khabar kya be-khabar

Don ƙarin rubutun waƙa duba Katra Lyrics – Alone | Ankit Tiwari

Leave a Comment