Khairiyat Lyrics daga Chhichhore, Duba mafi mashahuri Bollywood Song a shekarar 2019 ta Arijit Singh ji, wannan kyakkyawar waka tana dauke da Sushant Singh Rajput, Shraddha Kapoor. Amitabh Bhattacharya ne ya rubuta wakokin Khairiyat yayin da Pritam ne ya tsara wakar kuma Nitesh Tiwari ne ya shirya bidiyon.
Mawaki: Arijit Singh ji
lyrics: Amitabh Bhattacharya
An haɗa: Pritam
Fim/Album: Chhichhore
Length: 3:00
Saki: 2019
Label: T-jerin
Khairiyat Lyrics - Chhichhore
Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera
Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain
Ho…
Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Tumhari tasveer ke sahaare mausam kayi guzaare
Mausami na samjho par ishq ko humaare
Nazron ke saamne main aata nahi tumhare
Magar rehte ho har pal manzar me tum humare
Agar ishq se hai mila
Phir dard se kya gila
Iss dard mein zindagi khush'haal hai
Yeh dooriyaan filhaal hain
KO…
Khairiyat pucho kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera
Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain