Halibali Lyrics: Gabatar da Bollywood Song 'Khalibali' a cikin muryoyin Shail Hada da Shivam Pathak daga fim din Padmaavat. AM Turaz ne ya rubuta waƙar kuma Leela Bhansali ce ta shirya waƙar. An sake shi a cikin 2018 ta T-Series.
Wannan fim din ya hada da Deepika Padukone, Ranveer Singh, da Shahid Kapoor kuma Sanjay Leela Bhansali ne ya bada umarni.
Mawaƙa: Shail Hada & Shivam Pathak
lyrics: AM Turaz
An haɗa: Leela Bhansali
Fim/Album: Padmavat
Length: 3:23
Saki: 2018
Label: T-jerin
Halibali Lyrics - Padmaavat
Habibi.. habibi.. habibi..
Jabse pehna hai maine yeh ishq-e-sehra
Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera khalibali ho gaya hai dil
Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera
Khalibali ho gaya hai dil
Jabse pehna hai maine yeh ishq-e-sehra
Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera khalibali ho gaya hai dil
Taar vaar dil ke sab toot se gaye
Neendon waale jugnu rooth raton se gaye (x3)
Lag sa gaya hai khwabon ka aankhon mein dera
Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera khalibali ho gaya hai dil (x2)
Saara jahan ghoom ke hum
Tujhpe ake ruk gaye
Tere jaise asmaan bhi
Tere aage aake jhuk gaye
Padh loon kalma teri chahat ka
Kehta hai ishq ka yehi mazhab
Dil pe laga hai ab mere tera pehra
Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera
Khalibali ho gaya hai dil (x2)
(khalibai khalibali..)
habibi
Don karanta ƙarin rubutun waƙa danna/matsa nan Yaad Kardi Lyrics – Aamir Khan