Khamoshiyan Lyrics – Arijit Singh | Wakar Take

By Sumayya Abdella

Khamoshiyan Lyrics: Gabatar da Bollywood Song 'Khamoshiyan' a cikin muryar Arijit Singh daga fim din Khamoshiyan. Rashmi Singh ne ya rubuta waƙar kuma Ankit Tiwari & Jeet Gannguli ne suka shirya waƙar. An sake shi a cikin 2015 ta SonyMusicIndiaVEVO.

Wannan fim din ya hada da Ali Fazal, Gurmeet Choudhary da Sapna Pabbi kuma Karan Darra ne ya bada umarni.

Mawaki: Arijit Singh ji

lyrics: Rashmi Singh ji  

An haɗa: Ankit Tiwari & Jeet Gannguli 

Fim/Album: Khamoshiyan

Length: 3:16

Saki: 2015

Label: SonyMusicIndiaVEVO

Screenshot of Khamoshiyan Lyrics

Khamoshiyan Lyrics - Arijit Singh

Khamoshiyan awaaz hai
Tum sunne toh ao kabhi

Chukar tumhe khill jaayengi
Ghar inko bulaao kabhi
Beqarar hai baat karne ko
Kehne doh inko zaraa..

Khamoshiyaan..
Teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan..
Lipti hui khamoshiyan

Kya uss gali mein
Kabhi tera jana hua
Jahaan se zamaane ko
Guzre zamaana hua
Mera sammay toh wahin pe
Hai tahra
Bataaun tumhe kya
Mere sath kya kya hua..

Khamoshiyan ek saaz hai
Tum dhun koi laao zaraa
Khamoshiyan alfaaz hai
Kabhi aa gunguna le zara
Beqarar hain baat karne ko
Kehne doh inko zaraa haa..

Khamoshiyaan..
Teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan..
Lipti hui khamoshiyan

Nadiya ka paani bhi
Khamosh behta yahaan
Khil chandani mein
Chipi lakh khamoshiyaan
Baarish ki boondon ki
Hoti kahaan hai zubaan
Sulagte dilon mein
Hai khamosh uthta duaa..

Khamoshiyan akaash hai
Tum udne toh ao zara
Khamoshiya ehsaas hai
Tumhe mehsoos hoti hai kya
Bekarar hain baat karne ko
Kehne doh inko zara haa..

Khamoshiyaan..
Teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan..
Lipti hui khamoshiyan

Domin karin wakokin duba Halibali Lyrics – Padmaavat | Ranveer Singh

Leave a Comment