Khuda Haafiz Title song Lyrics – Vishal Dadlani

By Charlotte Ballesteros

Khuda Haafiz Title song Lyrics by Vishal Dadlani daga fim din Khuda Haafiz is a Bollywood song tare da kiɗan Mithoon ne ya ba da wasiƙar kuma Khuda Hafiz Sayeed Quadri ne ya rubuta waƙa yayin da fasalin bidiyo Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi. Ƙarin Ƙauna a cikin wannan waƙa ta Ahmad A. El Hagger, Los Angeles

Mawaki: Vishal Dadlani

lyrics: Mithoon

An haɗa: Sayeed Quadri

Fim/Album: Khuda haafiz

Length: 2:04

Saki: 2020

Lakabin: Zee Music Company

Screenshot of Khuda Haafiz Title song Lyrics

Khuda Haafiz Title song Lyrics – Vishal Dadlani

Hum Milenge Phir Kisi Din
Tab Talak Khuda Haafiz

Hum Milenge Phir Kisi Din
Tab Talak Khuda Haafiz
Yeh Judaiyan Hai Kuch Din
Tab Talak Khuda Haafiz

Pal Ye Beet Jaayega
Pyar Laut Ayega
Waqt Ka Behta Yeh Dariya
Phir Kinaare Layega

Yaad Rakhana Mujhko Mohasin
Tab Talak Khuda Haafiz
Yeh Judaiyaan Hai Kuch Din
Tab Talak Khuda Haafiz

Khuda Hafiz!

Allaah Ya...
Allaah Ye Aa.. Khuda Hafiz
Allaah Ya...
Allaah Ye Aa.. Khuda Hafiz

Tu Meri Yadon Ke Ghar Mein
Har Ghadi Maujood Hai
Tu Meri Yadon Ke Ghar Mein
Har Ghadi Maujood Hai

Mere Zahan Mein Tujhase Juda
Har Pal Kahin Mahfuz Hai

Din Ye Beet Jaayega
Dil Se Tu Na Jaayega
Waqt Bhi Kar Le Ye Koshish
Waqt Haar Jaayega

Hum Milenge Phir Kisi Din
Tab Talak Khuda Haafiz
Yeh Judaiyaan Hai Kuch Din
Tab Talak Khuda Haafiz

Allaah Ya...
Allaah Ye Aa.. Khuda Hafiz
Allaah Ya...
Allaah Ye Aa.. Khuda Hafiz.

song Jaan Ban Gaye Lyrics

Leave a Comment