Kisi Se Pyar Ho Jaye Lyrics: Gabatar da Bollywood Song 'Kisi Se Pyar Ho Jaye' a cikin muryar Jubin Nautiyal daga fim din Kaabil. Kumaar ne ya rubuta waƙar, kuma Gourov Roshin ne ya shirya waƙar. An sake shi a cikin 2017 ta T-Series.
Wannan fim din ya hada da Hrithik Roshan & Yami Gautam kuma Sanjay Gupta ne ya bada umarni.
Mawaki: Jubin Nautial
lyrics: Kumaar
An haɗa: Gourov Roshin
Fim/Album: Kabil
Length: 2:25
Saki: 2017
Label: T-jerin
Kisi Se Pyar Ho Jaye Lyrics – Kaabil
Zara zara si neend bhi
Ajnabi si hogayi
Zara zara sarkar se
Dushmani si hogayi
Tum mile kho gaya
Hai khud ka hi pata
Kya karun, kya nahi
Kuch bas mein na raha
Samjhun kaise koi samjhaye
Dil kya kare jab kisi se
Kisi ko pyar ho jaye
Jaane kaha kab kisi ko
Kisi se pyar ho jaye
Ho.. unchi unchi deewaron si
Iss duniya ki rasmein
Na kuch tere bas mein jaana
Na kuch mere bas mein
Tum mile kho gaya
Hai khud ka hi pata
Kya karun, kya nahi
Kuch bas mein na raha
Samjhun kaise koi samjhaye
Dil kya kare jab kisi se
Kisi ko pyar ho jaaye
Jaane kahan kab kisi ko
Kisi se pyaar ho jaaye
Jaise parbat pe ghata jhukti hai
Jaise sagar se lehar uthti hai
Wakokin http://www.lyricsted.com
Aise kisi chehre pe nigah rukti hai
Rok nahi sakti nazro ko
Duniya bhar ki kasmein
Tum mile kho gaya
Hai khud ka hi pata
Kya karun, kya nahi
Kuch bas mein na raha
Samjhun kaise koi samjhaye
Dil kya kare jab kisi se
Kisi ko pyaar ho jaye
Jaane kaha kab kisi ko
Kisi se pyar ho jaye
Kisi se pyar ho jaye
Kisi se pyar ho jaye
Don ƙarin rubutun waƙa duba Kinna Sona Lyrics – Bhaag Johnny | Sunil Kamath