Kuch Din Lyrics: Gabatar da Bollywood Song 'Kuch Din' a cikin muryar Jubin Nautiyal daga fim din Kaabil. Manoj Muntashir ne ya rubuta wakar kuma Rajesh Roshan ne ya tsara wakar. An sake shi a cikin 2017 ta T-Series.
Wannan fim din ya hada da Hrithik Roshan & Yami Gautam kuma Sanjay Gupta ne ya bada umarni.
Mawaki: Jubin Nautial
lyrics: Manoj Muntashir
An haɗa: Rajesh Roshan
Fim/Album: Kabil
Length: 3:00
Saki: 2017
Label: T-jerin
Kuch Din Lyrics – Kaabil
Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se meri
Tu zaroorat ho gayi hai
Tere labon se main haasun
Teri leheron mein bahun
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jeeyun
Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se meri
Tu zaroorat ho gayi hai
Tere labon se main haasun
Teri leheron mein bahun
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jeeyun
Teri hawa mein hi udun
Main aaj kal, main aaj kal
Tere kadam se hi chalu
Main aaj kal, main aaj kal
Kuch bhi nahin mujhme mera
Jo bhi hai woh hai tera
Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Aksar ataa pata mera
Rehta nahi, rehta nahi
Koi nishaan mera kahi
Milta nahi, milta nahi
http://www.lyricsted.com
Dhoondha gaya jab bhi mujhe
Teri gali mein mila
Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se meri
Tu zaroorat ho gayi hai
Tere labon se main haasun
Teri leheron mein bahun
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jeeyun
Don ƙarin labaran waƙa duba Teri Fariyad Lyrics – Tum Bin 2 | Jajit Singh