Kya Khoya Lyrics – Khamoshiyan | Bollywood Song

By Tulsi Mahabir

Kya Khoya Lyrics from Khamoshiyan (2015) sung by Naved Jafar. Wannan Bollywood Song Naved Jafar ne ya tsara shi kuma ya rubuta shi.

Fim din Khamoshiyan ya hada da Ali Zafar, Gurmeet Choudhary, da Sapna Pabbi, Karan Darra ne ya bada umarni. An saki fim ɗin a ranar 30 ga Janairu 2015.

Waka: Kya Khoya

Mawaki: Naved Jafar

lyrics: Rashmi Singh ji

Album/Fim: Khamoshiyan

Tsawon waƙa: 5:28

Label na kiɗa: SonyMusicIndiaVEVO

Kya Khoya Lyrics

Mere mann chal duniya se ab door chale

Raahon ki ungli thaame chalte chale

Mere mann chal duniya se ab door chale

Raahon ki ungli thaame chalte chale

Na khushi aur na gham ho jahan

Dhoond le koi aisi jagah

Kya khoya kya paya

Itna kyun sochhe hai

Tu hai nadiya, tu hai dariya

Kyun khudko rokhe hai

Kya khoya kya paya

Itna kyun sochhe hai

Tu hai nadiya, tu hai dariya

Kyun khudko rokhe hai

Jo ho gaya hai woh hona tha

Jo ho raha hai woh hoga

Kahe hai kose laqeeron ko

Paayega wohi jo boyega

Ho naye kuch savere jahan

Dhoond le koi aisi jagah

(2x)

Kya khoya kya paaya

Itna kyun sochhe hai

Tu hai nadiya, tu hai dariya

Kyun khudko rokhe hai

Kadmon ko kar apne awaara

Mausam na honge ye dobara

Jet na paayega woh jag mein

Duk abin da kuke so

Kuch naye se woh sapne jahan

Dhoond le koi aisi jagah

(2x)

Kya khoya kya paaya

Itna kyun sochhe hai

Tu hai nadiya, tu hai dariya

Kyun khudko rokhe hai

Mere mann chal duniya se ab door chale

Raahon ki ungli thaame chalte chale

Mere mann chal duniya se ab door chale

Raahon ki ungli thaame chalte chale

Na khushi aur na gham ho jahan

Dhoond le koi aisi jagah

(2x)

Kya khoya kya paaya

Itna kyun sochhe hai

Tu hai nadiya, tu hai dariya

Kyun khudko rokhe hai

Jaaneman Aah Lyrics

Leave a Comment