Main Hoon Saath Tere Lyrics daga fim din Shaadi Mein Zaroor Aana wanda Ratnaa Sinha ya jagoranta. Wannan Bollywood song ake rerawa Arijit Singh ji. Wakar wakar Kaushik-Akash-Guddu (KAG) ce ta shirya wa JAM8 kuma Shakeel Azmi, Kunaal Verma ne ya rubuta. Jaruman fim din sun hada da Rajkummar Rao, Kriti Kharbanda a matsayin jagora. Kamfanin Kiɗa na Zee.
Mawaki: Arijit Singh ji
lyrics: Shakeel Azmi
An haɗa: Kaushik-Akash-Guddu (KAG) don JAM8
Fim/Album: Shaadi Mein Zaroor Aana
Length: 4:52
Saki: 2017
Label: Zee Music Company
Main Hoon Saath Tere Lyrics - Arijit Singh
Aasman sitaron se chalakne laga
Chaand sa tu jo mujhmein chamakne laga
Rahoon tere yoon paas main
Banoon tera ehsas main
Yaar jee loon a teri har saans mein
Shaam sa tu dhalta
Tu subah sa nikalta
Tere saye mein chalta
Main hoon sath tere
Main hoon sath tere
Hai yehi irada
Tujhe chaahun khud se zyada
Dil se hai yeh vaada
Main hoon sath tere
Main hoon sath tere
Seene mein tere pyar ki
Uddti hai patangein
Udd ke yoon hawa mein tera
Main anchhal hua
Ho bheega hoon sath tere main
Baarishon mein teri
Bikhri jo teri zulf to
Main badal hua
Teri kaali ankhein
Mere khwaab ka hai dariya
Main utar ke inmein kho gaya
Hai yehi irada
Tujhe chaahun khud se zyada
Dil se hai yeh vaada
Main hon sath tere…(×4)