Main Kaun Hoon Lyrics – Sirrin Superstar | Zaira Wasim

By Sultana Salahuddin

Main Kaun Hoon Lyrics daga Sirrin Superstar (2017) wanda Meghna Misra. Wannan Bollywood Song Amit Trivedi ne ya tsara shi da wakokin da Kausar Munir ya rubuta.

Tauraruwar fim din Secret Superstar Zaira Wasim kuma Advait Chandan ne ya bada umarni. Sirrin Superstar ya fito a ranar 19 ga Oktoba 2017.

Waka: Main Kaun Hoon

Mawaki: Meghna Misra

lyrics: Kausar Munir

music: Amit Trivedi

Fim/Album: Babban Superstar

Tsawon waƙa: 3:07

Label na kiɗa: Zee Music Company

Hoton Hoton Main Kaun Hoon Lyrics - Superstar Sirrin

Main Kaun Hoon Lyrics

Koi yeh bata de main hoon kahan

Koi to bata de mera pata

Sahi hai ke nahi meri yeh dagar

Loon ke nahi main apna ye safar

Darr lagta hai sapno se

Kar de na yeh tabah

Dar lagta hai apno se

De de na yeh daga

Main chand hoon ya daag hoon

Main rakh hoon ya aag hoon

Main boond hoon ya hoon lehar

Main hoon sukoon ya hoon qeher

Koi ye bata de main kaun hoon?

Kyun hoon main kya hoon?

Main kaun hoon?

Yakeen hai ke nahi

Khud pe mujhko kya?

Hoon ke nahi main

Hai farak padta kya?

Kiske kandho pe roun

Ho jaaye jo khataa

Kisko rahon mein dhoondun

Kho jaaye jo pata

Main chaand hoon ya daag hoon

Main rakh hoon ya aag hoon

Main boond hoon ya hoon lehar

Main hoon sukoon ya hoon qeher

Main sach kahun ya chup rahun

Da fatan za a yi

Main hadd karun ya bass karun

Main zidd karun ya chhod doon

Main chaand hoon ya daag hoon

Main rakh hoon ya aag hoon

Main boond hoon ya hoon lehar

Main hoon sukoon ya hoon qeher

Main kaun hoon?

Main Hoon Lyrics - Munna Michael

Leave a Comment