Mat Ja Re Lyrics – Tanu Weds Manu Returns | 2015

By Aurea E. Jones

Mat Ja Re Lyrics daga Tanu Weds Manu ya dawo: Wannan Bollywood song ake rerawa Ankit Tiwari & Krsna ne ya tsara shi kuma Raj Shekhar ne ya rubuta.

Mawaki: Ankit Tiwari

lyrics: Raj Shekhar

music: Krsna

Album/Fim: Tanu Weds Manu Ya dawo

Tsawon waƙa: 3:11

An sake shi: 2015

Label na kiɗa: Eros Music

Hoton Mat Ja Re Lyrics

Mat Ja Re Lyrics – Tanu Weds Manu Returns

Door talak hai soona falak
Ab dhoonde tujhko kahaan
Tu hai kidhar na ayayi nazar
Aa sun le ye iltejaa
Mat ja re mat ja, mat ja re mat ja
Mat ja re mat ja, mat ja re mat ja
Teri kami hai saansein tami hai
Tanha hai dil mera (x2)

Ye kaun sa rishta hai
Meri aankhon se risita hai
Ye kaun sa rishta hai
Teri aankhon se rissta hai
Do dil ke paaton mein ye bat'ta hai pista hai
Do dil ke paaton mein ye bat'ta hai pista hai
Zidd pe bas dil ko apne tu aiise na jhutla

Mat ja re mat ja, mat ja re mat ja
Mat ja re mat ja, mat ja re mat ja
Teri kami hai saansein tami hai
Tanha hai dil mera

Dil ishq se bindha hai
Ek ziddi parinda hai
Dil ishq se bindha hai
Ek ziddi parinda hai
Umeedon se hai ghayal, umeed pe zinda hai
Umeedon se hai ghayal, umeed pe zinda hai
Aas bhari ardaas ko tu aise na thukra

Mat ja re mat ja, mat ja re mat ja
Mat ja re mat ja, mat ja re mat ja
Teri kami hai saansein tami hai
Tanha hai dil mera..

song Move On Lyrics – Tanu Weds Manu Returns | 2015

Leave a Comment