Matlabi Yariyan Lyrics daga fim din The Girl On The Train shine sabon salo Wakar Hindi waka ta Neha Kakkar. Kumaar ne ya rubuta waƙar Matlabi Yaariyan kuma Vipin Patwa ne ya ba da waƙar. Mawakan da suka fito sune Parineeti Chopra.
Mawaki: Neha Kakkar
lyrics: Kumaar
An haɗa: Vipin Patwa
Fim/Album: Yarinyar Akan Jirgin Kasa
Length: 2:29
Saki: 2021
Label: Zee Music Company
Matlabi Yariyan Lyrics – Yarinya Kan Jirgin Kasa
Kyun Bich Mein Yeh Deewarein Hai
Badhne Lagi Yeh Dararein Hai
Hai Wajah Kuch Wajah
In Dooriyon Ke Ishaare Hai
Samundar Mein Doobe Kinare Hai
Har Jagah Har Jaga
Soyi Nazar Mein Sau Dard Jaage
Bikharti Gayi Main Jod Jod Dhage
Hariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan
Hariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan
Yariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan
Ishq Mein Thi Kitni Khamiyan
Bas Mili Hai Badnamiyyan
Ishq Mein Thi Kitni Khamiyan
Bas Mili Hai Badnamiyyan
Dil Ke Musafir Ne Dekhi Hai
Har Pal Nakamiyan
Saare Khwaab Tootey Aankhon Ke Aage
Bikharti Gayi Main Jod Jod Dhage
Hariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan
Hariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan
Yariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan
Jhoothi Sajjna Ki Yaari
Jhoothi Thi Woh Dawedari
Jhoothi Nikli Dilon Ki Saude Baziyan
Jhoothi Sajjna Ki Yaari
Jhoothi Thi Woh Dawedari
Jhoothi Nikli Dilon Ki Saude Baziyan
Hariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan
Hariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan