Meherbaan lyrics daga 'Sarbjit', tare da Randeep Hooda, Aishwarya Rai Bachchan da kuma Richa Chadda. Wannan Bollywood song ya rera waka Sukhwinder Singh, Shailhada and Munnawar Masoom. Shail-pritesh ne ya shirya waƙar. AM Turaz ne ya rubuta wakokin Meherbaan. Omung Kumar ya bada umarni.
Mawaki: Sukhwinder Singh ji, Shailhada and Munnawar Masoom
lyrics: AM Turaz
An haɗa: Shail-pritesh
Fim/Album: Sarbjit
Length: 2:08
An sake shi: 2016
Label: T-jerin
Meherbaan Lyrics – Sarbjit
Sar se sajda toh sab karte hai
Hum dilko jhuka kar jayenge
Rooth mukkadar hi dar se
Aaj manakar jayenge
Hum jo aye bulaya hai tune
Tera shukriya
Toh phir karde khatam
Eh jo sarhad hai
Humare darmiya
Meharbaan meharbaan
Meharbaan meharban…
Aaj ye thani hai
Haan ji haan maine
Aaj yeh thaani hai
Ho tere darpe baha doon
Aankh mein jitna mere paani hai
Ghamkhar tujhsa nahi hai
Dekhli karke nadaniya
Barso ke qaid lamhon mein tu
Panaah toh hai azaadiyan
Meri fitratein hai gunah karna
Teri aadat hai maaf karna
Meharbaan meharbaan
Meharbaan meharbaan…
Ik anumaan sa chala hai mujhme
Teri khushbu mein mehka hoon main
Sargoshiyan si mujhme khuyi hai
Parindo ki tarah yeh gaun main
Sab aar paar dikhne laga hai
Main ban gaya tera ayina
Khud ka hi khudse yun ho gaya
Hai har mod pe saamna
Tere karam se mile sanam se
Khushiyan kadmon thale
Bishi padi hai
Meharbaan meharbaan
Meharbaan meharbaan
Meharban......