Mehram Lyrics – Jersey | Sachet Tandon

By Sinforoso Escobar

Mehram Lyrics daga Jersey sabo ne Bollywood song waka ta Sachet Tandon kuma wannan sabuwar wakar tana dauke da Shahid Kapoor, Mrunal Thakur. Shellee ne ya rubuta waƙoƙin waƙar Mehram yayin da Sachet-Parampara ke ba da waƙa kuma Gowtam Tinnanuri ne ya jagoranci bidiyo.

Mawaki: Sachet Tandon

lyrics: Shellee

An haɗa: Sachet-Parampara

Fim/Album: Jersey

Length: 3:02

Saki: 2021

Label: Zee Music Company

Hoton wasiƙar Mehram

Mehram Lyrics - Jersey

Mehram Tu Hi Hai Mera
Le Sun Le Meri Dastaan
Ranjishein Dhuaan Dhuaan Si Yeh
Aa Reh Le Tu Bhi Yahan

Noor Na Rukte Saah Bhi Na Mukk'de
Ke Agg Bann Gaya Hai Lahu Mera
Teri Raza Hai Dard Maza Hai
Le Hunn Bann Gaya Badshah Tera

Aaja Leke Jaaun Tujhe
Saansein Ghutti Jahan
Khwahishein Jo Tooti Si Thi
Bikhra Unka Jahaan

Dafan Ho Dono Yahan
Phir Bhi Ho Tanha
Kare Jo Bhi Sajda Tera
Kehna Tu Hi Meri Hai Mehram

Jaana Tha Yaadon Ka Ek Aashiyana
Tera Khwabon Mein Mujhko Satana

Hmmm ..

Jaana Tha Yaadon Ka Ek Aashiyana
Tera Khwabon Mein Mujhko Satana

Woh Jo Tera Pyar Tha
Main Hi Tera Yar Tha
Aisi Bhi Hai Kya Wajah
Ab Tak Hoon Khafa

Woh Jo Tera Pyar Tha
Main Hi Tera Yar Tha
Aisi Bhi Hai Kya Wajah
Main Hoon Khafa

Aaja Leke Jaaun Tujhe
Saansein Ghutti Jahan
Khwahishein Jo Tooti Si Thi
Bikhra Unka Jahaan

Dafan Ho Dono Yahan
Phir Bhi Ho Tanha
Kare Jo Bhi Sajda Tera
Kehna Tu Hi Meri Hai Mehram

Agar Hai Laya Todne Baai
Reet Chali Aa Rahi Hai
Lamhein Saare Kaid Main Kar Loon
Aisi Ghadi Aa Rahi Hai

Hona Hai Jo Dekhi Jaaye
Ab Karam Hi Faraye
Hona Hai Jo Dekhi Jaaye
Ab Karam Hi Faraye

song Manange Manzooriyan Lyrics

Leave a Comment