Mere Desh Ka Lyrics – Jai Jawaan Jai Kisaan | 2015

By Edward M. Petit

Mere Desh Ka Lyrics from the movie/album Jai Jawaan Jai Kisaan Featuring Jatin Khurana, Om Puri. Wannan Sabon Bollywood song Mere Desh Ka Jawab Nahi ya rera wakar Aman Trikha. Milan Ajmera ne ya jagoranci wannan fim/album. Rupesh Verma ne suka ba da waƙar, da Girish Saikia. Kishan Paliwal ne ya rubuta wakokin.

Waka: Mere Desh Ka

Mawaki: Aman Trikha

lyrics: Kishan Paliwal

music: Rupesh Verma, Girish Saikia

Album/Fim: Jai Jawaan Jai Kisaan

Tsawon waƙa: 2:22

An sake shi: 2015

Label na kiɗa: Zee Music Company

Screenshot of Mere Desh Ka Lyrics

Mere Desh Ka Lyrics – Jai Jawaan Jai Kisaan

O, mere desh ki dekho aan shan
Yahan desh bhakt den hass ke balidan
Iss desh mein adbudh hai shakti
Iss desh ki chandan si mitti
Mere desh ko duniya karre parnam hoo

Iska koi hissab nahi
Mere desh ka jawab nahi
Mere desh ka jawab nahi

Ya yahan laggte shaheedo ke mele hoo ho
Ya yahan laggte shaheedo ke mele
Tyohar yahn ke albele
Kabhi id diwali rakhi hai
Kabhi lohri holi baisakhi hai
Kabhi id diwali rakhi hai
Kabhi lohri holi baisakhi hai

Sanskriti yahan ki hai mahan
Atithi bhi hai dev samman
Mera desh gaon mein bassta hai
Dilo mein pyar barasta hai
Dilo mein pyar barasta hai

Yahan shankh bajje hai mandir mein
Hoti hai rajjane masjid mein
Yahan pathar mein bhi bhagwan hai
Yahan geeta hai bibal hai kurana hai

O mitro pe jaan lutaa de ham
Dushman ko maar bhaga de ham
Har narr mein yahan shivaji jai
Har naari mein laxmi baai hai

Yahn prem ki amar missale hain
Yahn dil wale hain matwale hain
Ya yan heera aur ranjha ke kisse
Soni mahiwal ke charche hain

Uttar mein parvaton ka raj hai
Dakhin ko saagar pe naaz hai
Purab mein hai suraj ki laali
Parchim ki chatha ɓi hai niraali

Ham punjabi hai
Aur hain bangali
Ham mandrasi hain
Aur hain marathi

Ham hazaro bhasha bhashi hain
Par ham saare bharat vassi hai
Par ham saare bharat vassi hai

O mere desh ka jawab nahi
Mere desh ka jawab nahi
O mere desh ka jawab nahi
Mere desh ka jawab nahi
Ho mere desh ka jawab nahi
Mere desh ka jawab nahi
Mere desh ka jawab nahi.

song Saj Ke Chali Hai lyrics From Jai Jawaan Jai Kisaan – 2015

Leave a Comment