Mile Ho Tum Humko Lyrics – Zazzabi | Tony Kakkar

By Emmie S. Brantley

Mile Ho Tum Humko Lyrics: Gabatar da Bollywood Song 'Mile Ho Tum Humko' a cikin muryar Tony Kakkar daga fim din Zazzabi. Tony Kakkar ne ya rubuta waƙar kuma Tony Kakkar ne ya tsara waƙar. Kamfanin Zee Music ne ya sake shi a cikin 2016.

Wannan fim din ya hada da Gauhar Khan da Rajeev Khandelwal kuma Rajeev Jhaveri ne ya bada umarni.

Mawaki: Tony Kakkar

lyrics: Tony Kakkar

An haɗa: Tony Kakkar

Fim/Album: Fever

Length: 2:12

Saki: 2016

Label: Zee Music Company

Hoton Hoton Mile Ho Tum Humko Lyrics

Mile Ho Tum Humko Lyrics – Zazzabi

Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se (x2)

Teri mohabbat se saanse mili hai
Sada rehna dil mein kareeb hoke

Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se (x2)

Teri chahaton mein kitna tadpe hain
Sawan bhi kitne tujh bin barse hain
Zindagi mein meri sari jo bhi kami thi
Tere aa jaane se ab nahi rahi

Sada hi rehna tum
Mere kareeb ho ke
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se

Baahon mein teri ab yaara jannat hai
Maangi khuda se tu wo mannat hai
Teri wafa ka sahara mila hai
Teri hi wajah se ab main zinda hoon

Teri mohabbat se zara ameer hoke
Churaya hai maine kismat ki lakeero se

Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se

Teri mohabbat se saanse mili hai
Sada rehna dil mein kareeb hoke.

Don ƙarin rubutun waƙa duba Tsakar dare Lyrics – Kudi V | Wakar Punjabi

Leave a Comment