Mujhe Pyaar Hai Lyrics daga 'yan sandan Bhoot sabo ne Bollywood song waka ta Armaan Malik, Shreya Ghoshal kuma wannan sabuwar wakar tana dauke da Arjun Kapoor, Yami Gautam. Mujhe Pyar Pyar Hai Priya Sariya ce ta rubuta wakokin yayin da Pavan Kirpalani ya bada umarni.
Mawaki: Arman Malik, Shreya ghoshal
lyrics: Priya Sariya
An haɗa: Sachin - Jigar
Fim/Album: Bhoot 'Yan sanda
Length: 2:45
Saki: 2020
lakabin: Tips na hukuma
Mujhe Pyaar Hai Lyrics – Bhoot Police
Tu khoobsurat ya teri mohabbat
Dil ye samajh paye na ho
Dil ye samajh paye na
Dil ko dhadakne ki tu hi jarurat
Bin tere jiya jaye na ho
Bin tere jiya jaye na
Dekha karun tumhe dekha karun
Ajj jee bhar ke tumhe dekha karun
Meri jaan o meri jaan
Kehta rahun main kehta rahun
Saari umar bhar main tumhe kehta rahun
Meri jaan o meri jaan
Haan mujhe pyaar pyaar hai
Tujhi se mere yaar yaar hai
Tere liye ik vaari na
Jeena hazaar baar hai
Tu khoobsurat ya teri mohabbat
Dil ye samajh paye na ho
Dil ye samajh paye na
Teri hi taarifein teri hi khwaishein
Karta rahun main din raat
Oh teri gujarishein teri shifarishein
Karta hoon bas teri baat
Sach hi kahun haan sach hi kahun
Tere bin na gujara ab hai mera
Meri jaan o meri jaan
Ke mujhe pyaar pyaar hai
Tujhi se mere yaar yaar hai
Tere liye ik vaari na
Jeena hazaar bar hai