Never Together Lyrics – Manan Bhardwaj | 2023

By Danika Garibay

Kar Ka Taɓa Lyrics by Manan Bhardwaj, This Wakar Hindi ake rerawa Manan Bhardwaj, featuring Yesha Sagar. Manan Bhardwaj ne ya rubuta waƙoƙin waƙar ba tare da taɓa yin ba yayin da Manan Bhardwaj ya ba da waƙa kuma Savio Sandhu ne ya ba da umarnin bidiyon.

song: Kar a Taba Tare

artistsManan Bhardwaj

lyrics: Manan Bhardwaj

Kunna: Manan Bhardwaj

Fim/Album:-

Length: 3: 37

An sake shi: 2023

Lakabin: T-Series

Hoton Kallon Waƙoƙin Karɓa Tare

Karka Taba Tare Lyrics - Manan Bhardwaj

Mera Dil Mujhe Dhokhe De Raha
Kehta Ab Bhi Ho Sakta Tu Mera
Par Teri Toh Shaadi Ho Rahi Hai
Par Teri Toh Shaadi Ho Rahi Hai

Kehta Ek Baar Hor Poochh Le
Aise Kaise Rahega Tu Soch Le
Par Teri Toh Shaadi Ho Rahi Hai
Par Teri Toh Shaadi Ho Rahi Hai

Toone Door Hai Chale Jaana
Phir Mudd Bhi Na Aana
Mujhe Kosega Zamana
Ke Kuchh Kar Na Saka Deewaana

Ke Teri Shaadi Ho Rahi Hai
Ke Teri Toh Shaadi Ho Rahi Hai

Dulhan Ke Jode Mein Kitni Pyari
Lag Rahi Hai Meri Jaan
Hathon Mein Mehndi Hai Usi Rang Ki
Par Hai Likha Kisi Aur Ka Naam

Rehta Jahan Tha Main
Uss Hi Jagah Pe
Hor Koyi Aake Hai Vasa

Teri Bina Nahi Sochi Zindagi
Tujhse Hi Toh Judi Har Khushi
Par Teri Toh Shaadi Ho Rahi Hai
Par Teri Toh Shaadi Ho Rahi Hai

Subah Hote Hi Tujhe Chale Jaana Hai
Naye Bandhano Ko Kal Se Nibhana Hai
Mere Saath Kiye Vaade Bhool Jaana
Mujhe Kal Se Na Tu Yaad Aana

Ke Tujhko Kuchh Bhi Na Keh Paaye
Aur Aansu Behte Jaayein
Main Kar Bhi Kya Sakhta Hoon
Koyi Aake Samjhaye

Ke Teri Shaadi Ho Rahi Hai
Ke Teri Toh Shaadi Ho Rahi Hai

song Tell Me once Lyrics – Yo Yo Honey Singh | Alfaz | 2023

Leave a Comment