Oh Maa Meri Maa Lyrics – Atkan Chatkan

By Sara Naira

Oh Maa Meri Maa Lyrics daga Atkan Chatkan - Wannan Bakin ciki Bollywood song ake rerawa Runa Rizvi & Aalok Shrivastav ne ya rubuta. Drums Shivamani ne ya shirya waƙar kuma an zana shi akan Lydian Nadhaswaram, Runaa Shivamani.

Mawaki: Runa Rizvi

lyrics: Alok Shrivastav

An haɗa: Drums Shivamani

Fim/Album: Taɗi taɗi

Length: 4:50

Saki: 2020

Lakabin: Zee Music Company

Screenshot of Oh Maa Meri Maa Lyrics

Oh Maa Meri Maa Lyrics – Atkan Chatkan

Hua Jabb...

Hua Jab Jab Akela Main
Mujhe Tu Yaad Aayi Maa
Jahan Under Se Tutta Main
Mujhe Tu Yaad Aayi Maa..

Oh Ma Meri Ma
Oh Ma Meri Ma

Rulaaya Jisne Mujhko
Zamana To Bahana Hai..

Rulaaya Jisne Mujhko
Zamana To Bahana Hai
Ladayi Mujhse Hai Meri
Mujhe Khudko Hi Jeetna Hain
Jab Aanshu..
Jab Aansu Banke Jhanka Main
Mujhe Tu Yaad Aayi Maa..

Oh Ma Meri Ma
Ya Ma Meri..

Tere Dil Ki Adalat Ko
Sazaye Maaf Karna Hai
Khataye Karne Ki Der Hai
Khataye Maaf Karna Hai..

Le Phir.., Le Phir Mushkil Se Guzara Mein
Mujhe Tu Yaad Aayi Maa
Hua Jab Jab Akela Mein
Mujhe Tu Yaad Aayi Maa
Jahan Under Se Tutta Mein
Mujhe Tu Yaad Aayi Maa

Oh Ma Meri Ma
Ya Ma Meri..

song Dil Zara Lyrics

Leave a Comment