Paniyon Sa Lyrics daga Satyameva Jayate (2018) rera ta Atif Aslam da kuma Tulsi Kumar. Wannan Bollywood Song Rochak Kohli ne ya tsara shi tare da rubutattun wakokin da Kumaar ya rubuta.
Tauraruwar fim din Satyameva Jayate John Abraham. Kuma Milap Milan Zaveri ne ya jagoranta. Satyameva Jayate ya fito a kan 15 Agusta 2018.
Waka: Paniyon Sa
Mawaki: Atif Aslam, Tulsi Kumar
lyrics: Kumaar
music: Rochak Kohli
Fim/Album: Satyameva Jayate
Tsawon Saƙo: 3:26
Label na kiɗa: T-jerin
Paniyon Sa Lyrics
Jo tere sang laagi preet mohe
Rooh baar baar tera naam le
Ki Rab se hai maangi yehi duaa aa
Tu haathon ki laqeerien tham le
Chup hai baatein
Dil kaise bayayan main karun
Tu hi kehde
Wo jo baat main keh na sakun
Ki sang tere paniyon sa, paniyon sa
Paniyon sa behta rahoon
Tu sunti rahe main kahaniyaan si kehta rahun
Ki sang tere baadalon sa, baadalon sa
Baadalon sa udta rahoon
Tere ek ishaare pe teri ore mudta rahun
Ooo…
Aaadhi zameen, aadha asmaan tha
Aadhi manzilein, adha rasta tha
Ikk tere aaane se mukamaal hua sab ye
Bin tere jahan bhi bewajah tha
Tera dil banki main saath tere dhadkun
Khudko tujhse ab door na jaane doon
Ki sang tere paniyon sa, paniyon sa
Paniyon sa behta rahoon
Tu sunti rahe main kahaniyaan si kehta rahun
Ki sang tere baadalon sa, baadalon sa
Baadalon sa udta rahoon
Tere ek ishaare pe teri ore mudta rahun
Oo..