Param Sundari Lyrics – Mimi | Shreya Ghoshal

By Rhonda E. Gower

Param Sundari Lyrics daga Mimi is Latest Wakar Hindi waka ta Shreya ghoshal kuma wannan sabuwar waka tana dauke da Kriti Sanon. Amitabh Bhattacharya ne ya rubuta wakokin Param Sundari yayin da AR Rahman ke ba da waka sannan Laxman Utekar ne ya ba da umarni.

Mawaki: Shreya ghoshal

lyrics: Amitabh Bhattacharya

An haɗa:  AR Rahman

Fim/Album: Mimi

Length: 3:00

Saki: 2021

Label: Sony Music Indiya

Hoton hoton Param Sundari Lyrics

Param Sundari Lyrics – Mimi

Ae Bikaneri Chhokri
Santre Ki Tokri
Ghar Toh Chhudwaya
Ab Kya Chhudayegi Naukri

Romeo Romeo Gali Ke Romeo
Bholi Shakal Wale
Saare Ke Saare Farebiyon

Ae Romeo Romeo Bhade Ke Premiyon
Kahe Gale Pade Ho
Bin Bulaye Baratiyon

Le Toh Gayi Kaleja
Sang Mein Humein Bhi Leja
Yeh Toh Chori Pe Hai Seena Zori

Kabhi Lage Monalisa
Kabhi Kabhi Lage Lolita
Aur Kabhi Jaise Kadambri

Haaye Meri Param Param Param Param
Param Sundari
Haaye Meri Param Param Param Param
Param Sundari

Sar Se Pair Talak
Betahasha Husn Se Bhari

Haaye Meri Param Param Param Param
Param Sundari

Pairon Mein Payal Ki Bedi Se
Bandh Ke Main Na Rehne Wali
Main Alhad Purvah Ke Jaisi Hoon
Pardeson Tak Behne Wali

Mujhe Gehno Se Badhke
Sapno Ki Chahat Hai
Jin Sapno Ko Sach
Ho Jaane Ki Adat Hai

Katti Hai Meri Mardon Se
Yaari Filmon Ke Pardon Se

Le Toh Gayi Kaleja
Sang Mein Humein Bhi Leja
Yeh Toh Chori Pe Hai Seena Zori

Kabhi Lage Monalisa
Kabhi Kabhi Lage Lolita
Aur Kabhi Jaise Kadambri

Haaye Meri Param Param Param Param
Param Sundari
Haaye Meri Param Param Param Param
Param Sundari

Sar Se Pair Talak
Betahasha Husn Se Bhari
Haaye Meri Param Param Param Param
Param Sundari

Ae Chhuna Nahi Chhuna Chhuna Nahi
Chhuna China Nahi Mujhko
Ae Hona Nahi Hona Nahi
Teri Hona Nahi Mujhko

Ya Jod Chaahe Paon Pad
Parwah Nahi Mujhko

Na Na Na Nana Nana Nana
Nana Nana Nana Nana Nana

Ae Bikaneri Chhokri
Santre Ki Tokri
Ghar Toh Chhudwaya
Ab Kya Chhudayegi Naukri

Dekh Ke Kamar Teri
Bhage Nabz Meri
Jaise Ghadi Kaanta
Hickery Dickery Dokri

song Aao Chalen Hum Lyrics

Leave a Comment